Skip to content
ShayariBooksA home for words.
Shayari Books writer

Dinkar Ji

faridabad

pvt job Yogesh kumar

graduate YMCA

69 published pieces0 followers0 following Log in to follow
Writer’s notebook

The writing of Dinkar Ji

Thoughts, feelings and moments shared with the community.

Share your writing ↗
69 piecesLatest published writing · Page 2
Beautiful Shayari
ar ghari har lamha ae khuda hai udhaar tera.. Tune sab diya hath jod shukriya tera.. Jaante hain tu sab dekha hai, Hai hazir teri seva mai is kaaynaat ka har shaks tera..!
Bewafa Shayari
Accha sila diya tune mere aitbaar ka..! Lagta hai ye zindagi bhi koi zindagi hai..! Bahut khoob samjha tumne humain,' Lagta hai ye jina bhi kya zindagi hai..!
Beautiful Shayari
Ek din mila apne khwaab mai khwaab se, Par khwaab to khwaab hi hote hain..! Khwaab mai hi unse baat hui khwaabon ki..! Wo aaye bhi aur chale gaye khwaab mai..!
Beautiful Shayari
Ye lamha hum soch raahe hain , kya the kya ho gaye..! Kya paane nikle the ye kya le aaye..! sach bataa tu is jahaa mai hai bhi ya nahi e khuda,' Itna hone par bhi kyu tujhe reham na aaye..!
Birthday Shayari
koyal ki kook , chidiya ki chahak..! Titli ka itrana, phoolon ki mahak..! Baar baar ye din aaye tum jiyo hazaar saal, Rahe adhar pe muskaan janam janam tak..! Yu hi haste khelte raho taaumar.. Ae har dil azeez tumhe janam din mubarak..!

Your voice belongs here.

Share a thought, a poem or a story with the community.

Start writing ↗