Skip to content
ShayariBooksA home for words.
Shayari Books writer

Dinkar Ji

faridabad

pvt job Yogesh kumar

graduate YMCA

69 published pieces0 followers0 following Log in to follow
Writer’s notebook

The writing of Dinkar Ji

Thoughts, feelings and moments shared with the community.

Share your writing ↗
69 piecesLatest published writing · Page 4
Desh Bhakti Shayari
Har saans mai basa hai tu , teri khushbu..! Har kwaab mai basaa hai tu, teri Khushbu..! Ai watan hum tere liye jaan bhi denge, Mar mite hum tujh pe yehi hai aarju..!
Desh Bhakti Shayari
ye nazar, ye haath, ye sab hai tera..! Ye jazbaa, ye bhakti hai sab tera..! Ye aawaaz de rahaa hai kuch kar mere liye, Ab se har lamha hoga bas tera..! Isi ki mitti mai hum pal ke bade hue, Hum bahut sa hai karz tera..! Tune humain sift diya hi hai kabhkuch kiya nahi, Ab waqt hai humara utarne ko karz tera..! Ai watan, ai watan, hum chal pade hai raah teri, De denge har qatra, tubh janam safal hoga mera..1 Jai Watan.....Jai Watan...!
Beautiful Shayari
Wo aaye, aakar chale gaye dekhte dekhte..! Kambakht unki aadat lag gayee..! Hum sochkar, sochke, sochte chale gaye ye kya hua..! Itne mai hi kambakhat ye zindagi nikal gayee..!
Romantic Shayari
Har pal har jagah chehre pe muskaan aa jaati hai..! Har pal har jugah unki surat nazar aati hai..! Khaane peene, sone uthne mai man nahi lagta, Jab apne pyaar se mulaqaat ho jaati hai..!
Beautiful Shayari
Ek nazaara dikha wo zannat se kam na tha..! Har aur khushhaali thi, gham ka manzar na tha..! Jab bhi tumhaare dimple, muskurahat dekhi, Jo ho gaya aar paar humare, tumhari nazar ka khanjar tha ..!
Dard Bhari Shayari
Tumhein us din dekha, tum bahut khush the..! Socha phir se, samajh aaya is sab ki wajah tum the..! Chaaha hi kab tha tumne humain samajh aaya, Tum to shuru se kisi aur ke khayaalo mai gum the..!
Dard Bhari Shayari
Har khushi mile tumhe , tum jahaa raho..! Har tamanna ho puri tumhari tum jahaa raho..! Hum to tumhain kuch de nahi sake tumhari nazar main, Kaaynaat ki har cheez de tumhe wo jiske tum saath ho..!
Beautiful Shayari
tum chalti ho to duniya chalti hai.. tum chalti ho to duniya chalti hai.. Tum hastee ho to duniya hastee hai tum hasti ho to duniya hasti hai Aisa roop delha nahi pahele kabhi.. Tumhare ishare pe ye kaaynaat chalti hai
Anmol Vachan
Wo har lamha jo deta hai sukun anmol hai..! Wo har vastu jo deti hai sukun wo anmol hai..! Jiyo to jiyo auro ke liye, apne liye to sab jeete hain, Isi mai jeene ka mazaa hai aur sarthak zindagi ghai..!

Your voice belongs here.

Share a thought, a poem or a story with the community.

Start writing ↗