Skip to content
ShayariBooksA home for words.
Shayari Books writer

Dileep Kumar

New Delhi

Web Developer Webdraw Solution Pvt. Ltd, New Delhi.

B.Tech Global Institute of Technology and Management, Gurgaon, New Delhi

276 published pieces6 followers0 following Log in to follow
Writer’s notebook

The writing of Dileep Kumar

Thoughts, feelings and moments shared with the community.

Share your writing ↗
276 piecesLatest published writing · Page 10
Sad Shayari
Aankho Ki Awaaz Kuch Aur Hoti Hai, Aansuo Ki Aag Kuch Aur Hoti Hai, Kon Chahta Hai Bichadna Apne Pyar Se, Magar Kismat Ki Baat Kuch Aur Hoti Hai .
Sad Shayari
Toote hue pyaale mein jaam nahi aata, Ishq mein mareej ko aaraam nahi aata, Ae bewafa dil todne se phle ye soch liya hota Ki toota hua dil kisi ke kaam nahi aata.
Sad Shayari
Chand tare zameen par lane ki zid thi, Hamein unko apna banane ki zid thi, Achcha hua woh pehle hi ho gayi bewafa, Warna unhe pane ko zamana jalane ki zid thi.
Sad Shayari
I don’t regret loving you. I don’t regret trusting you. I regret giving you The power to hurt me In a way that I’ll never be able to be find again..
Sad Shayari
मेरी वफ़ा की कदर ना की, अपनी पसंद पे तो ऐतबार किया होता, सुना है वो उसकी भी ना हुई, मुझे छोड दिया था उसे तो अपना लिया होता |
Sad Shayari
Tumhari har ek baat bewafai ki kahani hain, Lekin teri har ek sans meri zindagi ki nishani h Tum aaj tak samajh nhe paye mere is pyar ko, Mere aansu bhi tumhare liye sirf pani hain..!!
Sad Shayari
Dhadkan banke jo dil mein samaa jate hain, Har ek pal jinki yaad mein bitaate hain, Aansu tak nikalte hain jab wo yaad aate hain, Jaan chaali jati hai jab wo hmse ruth jate hai.
Sad Shayari
Is kadar meri dosti ka imtehaan toh mat lijiye, Khafaa ho kyu ye toh bataa dijiye, Maaf kar do gar ho gayi ho humse koi bhool, Par aise yaad na karke hume saza to mat dijiye.
Sad Shayari
Tarap k dekh kisi ki chahat main… To pata chale k intazar kya hota ha… Youn he mil jae agar koi bina tarpe…. To kase pata chale ke pyar kya hota hai..
Sad Shayari
Na milta gam to barbadi ke afasane kaha jate Duniya agar hoti chaman to wirane kaha jate, Chalo acha hua apno me koi gair to nikla, Sabhi agar hote apne to begane kaha jaate…
Sad Shayari
Sometimes Its better to Move forward someone away … Not because you have stopped Loving that someone .. But because you have to Shield yourself from pain.
Sad Shayari
Sabhi insan hai magar farq sirf itna hai, Koi zakhm deta hai to koi zakhm bhrta hai. Humsafar bahut hai magar farq sirf itna hai, Koi saath deta hai to koi chhod deta hai. Pyar sare karte hai magar farq sirf itna hai, Koi jaan deta hai to koi jaan leta hai…..!!

Your voice belongs here.

Share a thought, a poem or a story with the community.

Start writing ↗