Skip to content
ShayariBooksA home for words.
Shayari Books writer

Dileep Kumar

New Delhi

Web Developer Webdraw Solution Pvt. Ltd, New Delhi.

B.Tech Global Institute of Technology and Management, Gurgaon, New Delhi

276 published pieces6 followers0 following Log in to follow
Writer’s notebook

The writing of Dileep Kumar

Thoughts, feelings and moments shared with the community.

Share your writing ↗
276 piecesLatest published writing · Page 9
Sad Shayari
यकीन जब कभी खुद टूटने लगता है साथ मेरा ही मुझसे फिर छूटने लगता है हद से ज्यादा तकलीफ होती है तब जब अंदर ही अंदर ज़ख्म फूटने लगता है बहुत रोता है ये दिल चीख चीख कर कोई अपना मेरा जब मुझे लूटने लगता है कुछ इस तरह टूटने लगा हूँ मैं आजकल जैसे शीशा कोई खुद ब खुद टूटने लगता है ।
Sad Shayari
Pyaari subah teri aur shaam meri ho, Din teri aur raat meri ho, Hasi teri aur udaasi meri ho, Jab maut aaye to yaar sirf, Kabar teri aur usmein laash meri ho.
Sad Shayari
Ye kasmein ye rasmein ye zamane ka darr, Rulayegi mujhe teri narazgi umar bhar , Bas maangta hun tujhse tujhpe fannah hone ka haq, Chahe dede zehar mujhe ya fir kar mera qatl.
Sad Shayari
Woh poochti hai, main usse itna pyaar kyun karta hun? Maine kaha, ek tamanna hai tumhe paane ki… Woh Kehti hai har waqt udaas kyun rehte ho? Maine kaha, koshish hai tumhe har Khushi dilaane ki…. Woh Kehti hai Har waqt sochte kyun rehte ho? Maine Kaha, aadat ho gayi hai tumhe khayaalon mein apna banaane ki…. Woh kehti hai main na mili toh? Maine kaha, toh tamana hai ye zindgi mitane ki… Woh Kehti hai tumhe kya milega mrr kar? Maine Kaha ek umeed,hai Agle janam mein tumhe apna banane ki..!!
Sad Shayari
Badi hasin thi zindagi, Jab na kisi se mohabbat, Na kisi se nafrat thi, Zindagi mein ek aisa mod aaya ki, Mohabbat ek se hui aur nafrat duniya se ho gayi.
Sad Shayari
Mohabbat aishi Dharkan hai jo samjhaai nahi jaati, Pyar kaise hota hai ye kisi ko batlaayi nahi jaati. Arrey Dosto! Pyar karna hai na to hamesa apne Dil ki suno, Kyoki jubaan pe Dil ki baichaini laayi nahi jaati.
Sad Shayari
Uski Chahat Se Ikrar Na Karte.. Uski Kasmo Ka Aitbar Na Krte, Agar Pata Hota Hum Sirf Mazak H Unke Liye, Ksam Se Jaan De Dete Par Pyar Nahi Krte..!!
Sad Shayari
Lamha Lamha Sanse Khatam Ho Rahi Hai, Zindagi Maut Ke Pahlu Me So Rahi Hai, Us Bewafa Se Mat Pucho Meri Maut Ki Wajah, Wo To Bus Jamane Ko Dikhane Ke Liye Rone aai Hai.
Sad Shayari
Gila Is Baat Ki Nahin Ke Mohabbat Naaqam Hui, Afsos Hai Ki Ruswa Sare Bazar Kyun Hui, Jisko Chaha Tha Apni Jaan Se Bhi Jayada Badhkar, Wo Jaan Kisi Aur Ki Dil-O-Jaan Kyun Huyi.

Your voice belongs here.

Share a thought, a poem or a story with the community.

Start writing ↗