Skip to content
ShayariBooksA home for words.
Shayari Books writer

Fakeera the fakir badshah Saab

Thane

Nil Nil

615 published pieces1 followers2 following Log in to follow
Writer’s notebook

The writing of Fakeera the fakir badshah Saab

Thoughts, feelings and moments shared with the community.

Share your writing ↗
615 piecesLatest published writing · Page 36
Inspirational Shayari
Hamari nazar se kuch Nahi chupa hai Agar ishwar allaah god Vagayra vagayra hote To kahin na kahin Nazar aa gaye hote Apne ibadat gaah tootne Aur jalne se bachate hua Aur apne bina matlab ke Be asar bakwaas kitabe fatne aur jalne se bachate hua Savdhan jo khud apni Raksha nahi kar sakte Woh teri kya hifazat karege FAKEERA THE FAKIR BADSHAH SAAB
Inspirational Shayari
ये सब पूजा पाठ नमाज़ रोज़े वगैरा वगैरा अपनी जगह पर ठीक है इंसान अस्ली इबादत तो दौलत की करता है दौलत पर मरता है दौलत के लिए मरता है फ़कीर बादशाह साब ( FAKEERA) Ye sab pooja paath namaaz roze Vagayra vagayra Apni jagah par thik hai Insaan asli lbadat to Daulat ki Karta hai Daulat par marta hai Daulat ke liye marta FAKEERA THE FAKIR BADSHAH SAAB 22/08/2020
Inspirational Shayari
रोज़ रोज़ दिन रात इबादत करता है अल्लाहु गफुरुर रहीम की फिर रोज़ नई नई परेशानियां क्या है आदमीन की फ़कीर बादशाह साब( FAKEERA) Roz roz din raat ibadat Karta hai Allaahu Gafurrur Rahim ki Phir roz nayi nayi pareshaniyan Kya hai admin ki FAKEERA THE FAKIR BADSHAH SAAB 21/08/2020
Inspirational Shayari
अय बदनसीबी तू कहीं और जाकर अपने खेल खेल तुझे खट खटाने के लिए क्या मेरे ही घर का दरवाज़ा दिखता है फ़कीर बादशाह साब ( FAKEERA) Aye badnaseebi tu kahin Aur jakar apne khel khel Tujhe khat khata ne ke liye Kya mere hi ghar ka darwaaza dikhta hai FAKEERA THE FAKIR BADSHAH SAAB
Inspirational Shayari
ये मेरी और ऊपरवाले की लड़ाई है अय आदमी तू मुझसे ना उलझ ना जब वोह साब कुछ चुप चाप सुनता है तो फिर तेरी क्या औकात है फ़कीर बादशाह साब ( FAKEERA) Ye meri aur uperwale ki ladai hai Aye adami tu mujhse na ulajh na Jab woh sab kuch chup chap sunta hai To phir Teri kya aukaat hai FAKEERA THE FAKIR BADSHAH SAAB
Inspirational Shayari
बहती धारा की तरह ज़िन्दगी बहती जा रही है गौर से सून तुझसे ज़िन्दगी क्या कहती जा रही हैं फ़कीर बादशाह साब ( FAKEERA) Bahti dhara ki tarha Zindagi bahti ja rahi hai Gaur se suun tujhse Zindagi kya kahti ja rahi hai FAKEERA THE FAKIR BADSHAH SAAB

Your voice belongs here.

Share a thought, a poem or a story with the community.

Start writing ↗