हे ईश्वर या अल्लाह ओ गोड
तुम्हारे श्लोक तुम्हरी अयते
तुम्हारे वर्सेस से
एक सार का मामूली दर्द भी
ठिक नहीं होता है
वोही दर्द क्रोसिन की
एक चार आने की टिकिया से
ठीक हो जाता है
बोलो अब संसार को किसकी
ज़्यादा ज़रूरत है
फ़कीर बादशाह साब ( FAKEERA)
Hey ishwar yaa allaah oh god
Tumhare shlokh tumhari aayaten
tumhare verses se
Ek sar ka maamuli dard bhi
thik nahi hota hai
Wohi dard crocin ki
Ek chaar aneki tikiya se
Thik hota hai
Bolo ab sansaar ko kiski
Zyada zarurat hai
FAKEERA
THE
FAKIR BADSHAH SAAB
Writer’s notebook
Share your writing ↗The writing of Fakeera the fakir badshah Saab
Thoughts, feelings and moments shared with the community.
नसीब में जो लिखा है
वोही होगा
पांच क्या चाहे तो
दीन में पचास वक़्त
नमाज़ पढ़ के देखले
चाहे तो दिन भर
पूजा पाठ करके देखले
फ़कीर बादशाह साब (फकीरा)
Naseeb mein jo likha hai
Wohi hoga
Paanch kya chahe to
Din mein pachaas waqt
Namaaz padh ke dekhle
Chahe to din bhar
Pooja paath karke dekhle
रो रो कर दुआ करने से
दुआ की भिख मांगने से
अगर कुछ मिलता
तो सब भिखमंगे
आज शहेंशाह होते
फ़कीर बादशाह साब (FAKEERA)
Ro ro kar duaa karne se
Duaa ki bhikh mangne
Agar kuch milta
To sab bhikhmange
Aaj shahenshah hote
FAKEERA THE
FAKIR BADSHAH SAAB
या खूदा अयसी क्या खासियत है
तेरी फितरत में
जो तुझे जितना दिलसे पुकारता है
उतना ही ज्यादा अंधेरा भरता है तू
उसकी किसमत में
फ़कीर बादशाह साब ( FAKEERA)
Ya khuda aysi kya khasiyat hai
Teri fitrat mein
Jo tujhe jitna dil se pukaarta hai
Utna zyada andhera bharta hai tu
Uski kismat mein
FAKEERA THE
FAKIR BADSHAH SAAB
Waqt mujh se khelta raha
Mai waqt se khelta raha
Hum dono umra bhar
Ek dusrey se khelte rahe
FAKEERA
THE
FAKIR BADSHAH SAAB
Waqt mujh se khelta raha
Mai waqt se khelta raha
Hum dono umra bhar
Ek dusrey se khelte rahe
FAKEERA
THE
FAKIR BADSHAH SAAB
पत्तियां उदास है
कांटों में अब भी
मिजाज़ है
फूल कहां है
मुझे उसकी तलाश है
फ़कीर बादशाह साब (FAKEERA)
Pattiyan udaas hai
Kanton me ab bhi
mijaaz hai
Phool kahan hai
Mujhe uski talash hai
FAKEERA THE
FAKIR BADSHAH SAAB
एक तिली ही काफी है
आग लगा ने को
पर सागर भी
कम पड़ता है
आग बुझा ने को
फ़कीर बादशाह साब (FAKEERA)
Ek tili hi kaafi hai
Aag lagane ko
Par sagar bhi
kam padta hai
Aag bujhane ko
FAKEERA THE
FAKIR BADSHAH SAAB
Jitne bhi harf hai sab se
zyada tasir alif me hai
Ya allaah tera naam lene
wala har ek banda taqlif me hai
FAKEERA THE
FAKIR BADSHAH SAAB
ज़िंदगी बनाने को
वक़्त लगता है
ज़माना लगता है
मौत का क्या है
मौत को तो बस
बहाना लगता है
फ़कीर बादशाह साब ( FAKEERA)
Zindagi banane ko
waqt lagta hai
Zamana lagta hai
Maut ka Kya hai
Maut ko to bas
Bahana lagta hai
FAKEERA THE
FAKIR BADSHAH SAAB
आदमी उम्र भर मंसूबे घड़तां है
पर वक़्त
पल भर की महोलत नहीं देता है
फ़कीर बादशाह साब ( FAKEERA)
Adami umra bhar mansube ghadta hai
Par waqt
Pal bhar ki maholat nahi deta hai
FAKEERA THE
FAKIR BADSHAH SAAB
दिल का ज़ख़्म अभी तक हर है
आदमी अधूरा है
कोई किसी के साथ नहीं मरता
हर कोई अकेला ही मरा है
फ़कीर बादशाह साब ( FAKEERA)
Dil ka zakhm abhi tak hara hai
Adami adhura hai
Koi kisi ke saath nahi marta
Har koi akela hi mara hai
FAKEERA THE
FAKIR BADSHAH SAAB
आज डॉक्टर कहता है
हमारे दिमाग का कोई इलाज नहीं
कल ज़माना कहेगा
फकीरा दी फ़कीर बादशाह साब
आपका कोई जवाब नहीं
फ़कीर बादशाह साब ( FAKEERA)
Aaj doctor kahta hai
Hamare dimaag ka
koi ilaaj nahi
Kal zamana kahenga
FAKEERA THE
FAKIR BADSHAH SAAB
Apka koi jawaab nahi
FAKEERA THE
FAKIR BADSHAH SAAB
जिसे भी फालतू और फुजूल बकवास
सुननी हो
वो जा सकता हैं गुलज़ार जावेद अख्तर
या राहत इंदौरी की महफ़िल में
ये दिल जलों की महफ़िल है
यहां ज़ुबान पर भी वही आग है
जो आग है दहेकते सिने में
जो आग है सुलगते दिल में
फ़कीर बादशाह साब ( FAKEERA)
Jise bhi faaltu aur fuzool bakwaas
Sunni ho
Woh ja sakta hai gulzaar javed akhtar
Ya rahat indori ki mehfil me
Ye dil jalon ki mehfil hai
Yahaan zubaan par bhi wohi aag hai
Jo aag hai dahekte sine me
Jo aag hai sulagte dil me
FAKEERA
THE
FAKIR BADSHAH SAAB
हमारी शायरी पड़ने सुनने से
भी लोग डरते है
हमारी शायरी आईना है
उसमे हकीकत नजर आती है
लोग हकीकत से दूर भागते है
फ़कीर बादशाह साब ( FAKEERA)
Hamari shayari padne sunne se
Bhi log darte hai
Hamari shayari aaina hai
Usme haqeeqat nazar aati hai
Log haqeeqat se dur bhagte hai
FAKEERA THE
FAKIR BADSHAH SAAB
Your voice belongs here.
Share a thought, a poem or a story with the community.
Start writing ↗