Skip to content
ShayariBooksA home for words.
Shayari Books writer

Munna Yadav

New Delhi

Market Research Associate Webdraw Solution Pvt. Ltd.

Graduation RRS Collage Raxaul

13 published pieces5 followers1 following Log in to follow
Writer’s notebook

The writing of Munna Yadav

Thoughts, feelings and moments shared with the community.

Share your writing ↗
13 piecesLatest published writing · Page 1
Sharabi Shayari
वो पिला कर जाम लबों से अपनी मोहब्बत का, अब कहते हैं नशे की आदत अच्छी नहीं होती।
Sharabi Shayari
Dard ki mehfil me ek sher hum bhi arz kiya karte hai.. Na kisi se marham Na duaon ki Ummed kiya karte hai.. kayi chehre lekar log yaha jiya karte hai……. hum in aasunao ko ek chehre ke liye peeya karte hai…
Sharabi Shayari
Yaaron Ki Mehfil Aise Jamai Jati Hai, Khulne Se Pehle Botal Hilaayi Jati Hai, Fir Awaz Lagayi Jati Hai Aa Jao Tute Dil Walo, Yeh Dard-E-Dil Ki Dawa Pilayi Jati Hai.
Sharabi Shayari
Gham Is Kadar Mila Ki Ghabra Ke Pee Gaye, Khushi Thodi Si Mili To Mila Ke Pee Gaye, Yun To Naa Thi Janam Se Peene Ki Aadat, Sharab Ko Tanha Dekha To Taras Khaa Ke Pee Gaye.
Sharabi Shayari
Dil Pe Jab Se Sharab Ka Pehra Lag Gaya, Gam Ka Andar Aane Ka Raasta Band Ho Gaya, Zubaan Ne Jab Se Sharab Ko Choo Liya, Uska Naam Hamesha Ke Liye Bhool Gaya.
Sharabi Shayari
Dard Ki Mehfil Me Ek Sher Hum Bhi Arz Kiya Karte Hai, Na Kisi Se Marham Na Duaon Ki Ummed Kiya Karte Hai, Kayi Chehre Lekar Log Yaha Jiya Karte Hai, Hum In Aasunao Ko Ek Chehre Ke Liye Peeya Karte Hai.
Sharabi Shayari
Ek Jahan Maanga Tha Jisme Bahot Saara Pyar Mile, Magar De Diya Mehkhana Jahan Bahot Saari Sharab Thi Ek Kandha Maanga Tha Jiska Mujhe Sahara Mile, Magar De Di Zindagi Jahan Duniya Bhar Ki Tanhai Thi.

Your voice belongs here.

Share a thought, a poem or a story with the community.

Start writing ↗