Jab Jab Aapse Milne Ki Umeed Nazar Aayi
Mere Pairon Mein Zanjeer Nazar Aayi
Gir Pade Aansu Aankhon Se
Aur Har Aansu Mein Aapki Tasweer Nazar Aayi
Writer’s notebook
Share your writing ↗The writing of Munna Yadav
Thoughts, feelings and moments shared with the community.
Ek bar mere dil mein aake apni mohabbat to dekho,
Fir lautne ka irada hum tum pe chhod denge..
Humne Wafa Ki Rah Ko Asan Samajh Liya,
Katon Ki Wadiyon Ko Gulistan Samajh Liya,
Samajh Mein Kuch Nahi Aata,
Hum Isko Aashiqui Kahein Ki Sadgi Kahein,
Katil Ko Humne Apana Meharban Samajh Liya..
Pyar Sikha Kar Woh Juda Ho Gaye,
Na Socha Na Samjha Bas Khafa Ho Gaye,
Ab Kis Ko Hum Apna Kahenge,
Woh Bhi Auron Ki Tarah Bewafa Ho Gaye..
Meri Barbadi Par Malal Na Karna,
Bhula Dena Mujhe Mera Khayal Na Karna.
Teri Khusi Ke Liye Mein Kafan Odh Lun,
Par Meri Lash Se Koi Sawal Na Karna.
Bekhabar ho gaye hai kuch log humse,
Jo hamari zarurat ko mehsus nahi karte,
Kabhi bahut baatein kiya karte the humse,
Ab khairiyat tak maloom nahi karte..
Katil Gunah Karke Zamane Mein Reh Gaye,
Hum The Ki Aashiqui Bahane Mein Reh Gaye,
Pattharon Ka Jawab De Sakte The,
Magar Hum Dil Ke Aaine Ko Bachane Mein Reh Gaye..
Pehli Nazar Mein Hi Unse Pyar Ho Gaya,
Unse Kuch Kahunga Yeh Sochta Hi Reh Gaya,
Jab Aayi Bari Pyar Ka Izhar Karne Ki,
Tab Tak Unke Dil Par Kisi Aur Ke Pyar Ka Jadu Chal Gaya.
धरती के गम छुपाने के लिए गगन होता है,
दिल के गम छुपाने के लिए बदन होता है,
मर के भी छुपाने होंगे गम शायद,
इसलिए हर लाश पर कफ़न होता है।
मोहब्बत कि ज़ंज़ीर से डर लगता हे,
कुछ अपनी तफलीक से डर लगता हे.
जो मुझे तुजसे जुदा करते हे,
हाथ कि वो लकीरो से डर लगता हे.
Your voice belongs here.
Share a thought, a poem or a story with the community.
Start writing ↗