Pehli Nazar Mein Hi Unse Pyar Ho Gaya,
Unse Kuch Kahunga Yeh Sochta Hi Reh Gaya,
Jab Aayi Bari Pyar Ka Izhar Karne Ki,
Tab Tak Unke Dil Par Kisi Aur Ke Pyar Ka Jadu Chal Gaya.
Writer’s notebook
Share your writing ↗The writing of Munna Yadav
Thoughts, feelings and moments shared with the community.
Meri Jazbaat Meri Pehchan Hai Woh,
Meri Justaju Meri Shaan Hai Woh,
Log Kehte Hain Ki Bhuladun Use,
Par Kaise Bhuladun Yaaron Meri Jaan Ko,
Is Sine Mein Dhadakti Jaan Hai Woh..
khuda ki rehmat sare sansar pe barse,
Mere hisse ki rehmat meri jaan pe barse,
Ae khuda mujhe bana dena pani ,
Agar kabhi meri jaan pyas ko tarse..
Ishq to kehte hain rab ki ibadat hai,
Kyun bhala izhaar se darte hain log,
Halaat ko kabu karne ko kehte hain,
Jab ki kisi ka nahi hai is dil pe zor..
Suna hai Ishq ke rang do chaar nahi hazar hote hain,
Akshar Naino se baat baar baar hote hain,
Pata nahi kyun khamosh rehte hain yeh lafz,
Tera ehsaas is Dhadkan ko har baar hota hai.
Phoolon mein , sitaron mein,
Yeh haseen aag lagade ,
Hum chahein to fitrat ka har ek zakhm sajade,
Yeh duniya badi nafrat se hume dekh rahi hai,
Aao, ise hum pyar ka andaaz batade.
Har aarzoo hamesha adhuri nahi hoti,
Sacche rishton mein kabhi doori nahi hoti,
Aur jis dil mein Sonam jaisi mehbooba basti ho,
Uske liye to dhadkan bhi jaroori hoti hai.
Jeene ke liye tera ek armaan hi kafi hai,
Dil ki kalam se likhi yeh dastan hi kafi hai,
Teero talwar ki tujhe kya jarurat hai haseena,
Katl karne ke liye teri muskan hi kafi hai.
आपसे दूर रेहके भी आपको याद किया हमने,
रिश्तों का हर फ़र्ज़ अदा किया हमने,
मत सोचना की आपको भुला दिया हमने,
आज फिर सोने से पहले आपको याद किया हमने.
मेरे दिल ने जब भी कभी कोई दुआ माँगी हे,
तब तुझे माँगी और तेरी वफ़ा माँगी हे,
जिस प्यार को देख के दुनियावाले जला करते हे,
तेरी मोहब्बत करने की वो प्यारी सी अदा माँगी.
मोहब्बत कि ज़ंज़ीर से डर लगता हे,
कुछ अपनी तफलीक से डर लगता हे.
जो मुझे तुजसे जुदा करते हे,
हाथ कि वो लकीरो से डर लगता हे.
धरती के गम छुपाने के लिए गगन होता है,
दिल के गम छुपाने के लिए बदन होता है,
मर के भी छुपाने होंगे गम शायद,
इसलिए हर लाश पर कफ़न होता है।
मोहब्बत कि ज़ंज़ीर से डर लगता हे,
कुछ अपनी तफलीक से डर लगता हे.
जो मुझे तुजसे जुदा करते हे,
हाथ कि वो लकीरो से डर लगता हे.
मोहब्बत के खर्चो की बड़ी लंबी कहानी है,
कभी फिल्म दिखानी है तो कभी शोपिंग करानी है,
मास्टर रोज कहता है कहाँ है फीस के पैसे?
उसे समझाऊं मैं कैसे की मुझे छोरी पटानी है!!
हम दिलफेक आशिक़ है, हर काम में कमाल कर दे,
जो वादा करे वो पूरा हर हाल में कर दे,
क्या जरुरत है जानू को लिपस्टिक लगाने की,
हम चूम-चूम के ही होंठ उसके लाल कर दे !!
Your voice belongs here.
Share a thought, a poem or a story with the community.
Start writing ↗