tu insaaniyat ki khidmat kar khuda aur tere bich mein jo beimaan bichole hai woh tujhe gumraah karte haikisi khuda ko tere ibadat ki zarurat nahi hai
meri saadagi to dekho zara ke maine kaafir ko katal kiya allaah ki raah mein allaah ke hukm se allaah ka naam lekar
Allaah sabse bada hai (Ishwar God ) ye jhoot kisne ghada hai Woh dekh Allaah ko maanne waala nafraton ke kichad mein pada hai
wahan sab garib beghar anaath aur besahara buzurgon ke liye basera banadobandh kar ke sab mandir masjid girjaghar gurudwar
Pahle allaah ke hone ka saboot pesh kar aye baangi phir allaah o akbar allaah o akbar ki baang de
Allah Allah kar ke tamaam umr guzar gayi Na Allah madad ko aaya kabhi na kabhi allah ke hone ka ahsaas hua mere andar ka ek adami hamesha mere aas paas hua
kuch to baat hongi na mujhe mein jo main yahaan tak pahonch gaya na kabil hota gar to bich raaste mein hi dher ho gaya hota
Zameen o aasmaan hai tere tu jitna chal sakta hai utna chal tu jitna udh sakta hai utna udh logon ko logon se juda aur tu bhi logon se jud tu chal tu udh
Aye khuda baithe bithaye ye haadsaa kaise ho gaya Woh dhurt paapi zalim pakhandi badshah kaise ho gaya
Insaan tu insaan ban Insaaniyat ka nigebaan ban Dharm mazhab ke bhedbhaav mein mat tu haiwaan ban म
Duniya ka sab se anpad gawar aur jaahil insaan woh hai jo ye maanta hai ke koi kitaab aasmaan se utar sakti hai aasmaan se sir paani aata hai aur paani aata rahe isi mein insaan ka bhala hai
Main to bas upar se hi zinda nazar aa raha hoon Andar se to main kab ka mar chuka hoon
Sharaab angur ki beti sharaab angur ka ras hai sharaab par aye saki kis ka bas hai
Jaise namaazi ke liye masjid ka martaba Waise hi sharaabi ke liye maikada mukaddas hai
Karne wazu sharaab se aaya hoon maikadey paar karni hai aaj nashe mein ibadat ki sab haddey
Jhunnu is offline
Jack is offline
abhay is offline
anonymous is offline
Abhay is offline
KRB is offline
Robert is offline
Himanshu is offline
vikki is offline
anil is offline
sourabh is offline
manibhusan is offline
Gudu is offline
Amrita is offline
Rakesh is offline
Please Login or Sign Up to write your book.