Skip to content
ShayariBooksA home for words.
Words for every feeling

Love Shayari

A little shayari, a little reflection. Read words shared from the heart.

Share your writing ↗
1,332 piecesLatest published writing · Page 30
Love Shayari
Zindagi Ka Pinjra Kisi Din Toot Jayega, Phir Musafir Kisi Raah Mein Choot Jayega, Abhi Sath Hai To Kar Liya Karo Baate’n, Kya Pata Kab Zindagi Ka Sath Choot Jayega.
Love Shayari
Kabhi Usko Bhi Meri Yaad Sataati Hogi, Apni Aankhon Mei Mere Khawab Woh Bhi Sajaati Hogi, Woh Jo Har Waqt Khayaalon Mei Basi Rehti Hai, Kabhi To Woh Meri Bhi Yadon Mei Kho Jaati Hogi!
Love Shayari
bar bar dhoka khaya phir v pyar kia bar bar sapna tuta phir v sapna dekha har bar tuta aur khud hi dil ko monaya per is var jisse pyar hua uski b dil tuta phir v keheti hei me tere liye ji rehi hun aur pyar korungi marte dam tak
Love Shayari
Bina chand ka sitara fika sa hai, Jaise koi apna hi humse rutha sa lagta hai, Aur mera jaan kuchh is kadar dur hua mujhse, Log bhi puchhate hai tumhara dil tuta sa lagta hai.
Love Shayari
मेरी सब कोशिशें नाकाम थी उनको मनाने कि, कहाँ सीखीं है ज़ालिम ने अदाएं रूठ जाने कि..
Love Shayari
Log Pyar Dil Se Nahi Chehare Se Karte hai, . Wo Dil Pe Nahi Sundarta Par Marte hai, . . Hum Sundar Nahi Par Dil Ke Saaf hai, . Isliye Bahut Kam Log Hume Pasand Karte hai .

Your voice belongs here.

Share a thought, a poem or a story with the community.

Start writing ↗