Skip to content
ShayariBooksA home for words.
Words for every feeling

Love Shayari

A little shayari, a little reflection. Read words shared from the heart.

Share your writing ↗
1,332 piecesLatest published writing · Page 33
Love Shayari
Jinke Dil Par Chhot Lagti Hai Wo Ankho Se Nahi Roote, Jo Apno Ke Nahi Hue Wo Kisi Ke Nahi Hote, Waqt Ne Hume Ye Sikhaaya Hai Ki, Sapne Toot Jaate Hain Par Poore Nahi Hote..
Love Shayari
Kismat Na Dikhaye Ab, Ghariyaan Hamein Furaqat Ki Har Raat Yuunhi Chamake,Taqadir Mohabbat Ki Aey Chand Sitaaro Tum Mil Jul Ke Duaa Karna Aankhon Mein Samaa Jaao, Is Dil Mein Rahaa Karna
Love Shayari
Abhi to ishq me aisa haal bhi hona hai K ishq rokana tum se mahal hona hai Har aik lab pe hain meri wafa k afsane Tere sitam ko abhi la zawal hona hai Baja k khar hain lakin bahar ki rot me Ye teh hai abb k humen bhi nahal hona hai Tumhen khabar hi nahin tum to loot jao ge Tumhare hijar me lamha bhi saal hona hai Hamari rooh pe jab bhi azab otaren ge Tumhari yaad ko us dil ki dhal hona hai Kabhi to roe ga wo bhi kisi ki banhon me Kabhi to us ki hansi ko zawal hona hai
Love Shayari
1 blind girl was loving a boy too much,He also loved her. 1 day someone donated eyes to girl, she wanted to see her lover.,She got shocked because he was also Blind......! she rejected him...:-( Boy gave a letter & gone.There was only 1 sentence in dat "PLEASE TAKE CARE OF MY EYES"
Love Shayari
मेरी आँखों में आसूं ,तुझसे हम दम क्या कहूं क्या है. ठहर जाये तो अंगारा है,बह जाये तो दरिया है.
Love Shayari
जब भी रोड पर कोई शराबी मिले दो घुसे मारे और उसका बटवा और मोबाइल छिन ले इसके दो फायदे होंगे 1.आपको धन लाभ होगा 2.शराबी को दारू से नफरत हो जाएगी "

Your voice belongs here.

Share a thought, a poem or a story with the community.

Start writing ↗