Ab mujhe takleef nahi hoti ,chahe mujhe kitni bhi uchaayo se giraya jaye
Kuki mujhe un hathon ne dhakka diya hai ,jinpe mai khudse zyaada bharosa karta tha//.
Lavi Ahmad Khan L/Z
Words for every feeling
Share your writing ↗Bewafa Shayari
A little shayari, a little reflection. Read words shared from the heart.
Ab mujhe taklif nahi hoti chahe jitni uchaayi se giraaya jaye,
Kuki mujhe un ankhon ne dhakka diya hai , jinpe mujhe khud se zyaada bharosa tha /// Lavi Ahmad Khan
MANNATE MANGI THI KHUDA SE PAR
WO HATH KISI AUR KE HAATH ME DE DIYA
MAANA MERI MUHABBAT USE BEWAFA BANA DIYA
PAR MAI BEWAFA KA ILZAAM NAHI DENA CHAHTA USE
KYUKI WO MUHABBAT HI MUJHE SHAYAR BANA DIYA
PATJHAR KE MAUSAM ME BARSAT KI BAT KARTE HAI
DILO KO TODKAR JAZBAT KI BAT KARTE HAI
HAME KEHTE HAI APNI HAD ME RAHO
JINHE APNI AUKAD NAHI MALUM
WO AUKAD KI BAT KARTE HAI
Badal Jate Hain woh log
Waqt Ki Tarah.....
Jinhe Had Se Jyada
Waqt diya jaye.......??
Kuch nahin mehsus hoti use
Meri takleef
Jo Kabhi kehti Thi bahut ...
Achi Tarah Janti Hoon Tumhe

Bin Baat ke hi ruthne ki Aadat hai
Kisi Apne ki sath pane Ki Chahat Hai
Aap khush rahe......
Mera Kya Hai......
Main Tu Aaina Hoon Mujhe tootne ki Aadat hai

Meri koshish Hamesha hi nakam Rahi
Pahle Tujhe pane ki ...
Ab Tujhe Bhulane ki.......
i Miss you yaaar

Mere khyavo m manga jise
Mere sapno m sawara use
Vo bas khyav ban kar rah gayi...

Humen to sanam tumhari bewafai ne maraa nhi to
Hamare dushmanon ki itni himmat nhi ki hame najre utha ke dekh sake.......

Meri jindazi ka hissa tum ho
Meri jindazi ka kissa tum ho
Meri jindazi ka matalab tum ho
Jis din tumne bhoola diya us din
Ham nhin is duniya main............

रात की गहराई आँखों में उतर आई,
कुछ ख्वाब थे और कुछ मेरी तन्हाई,
ये जो पलकों से बह रहे हैं हल्के हल्के,
कुछ तो मजबूरी थी कुछ तेरी बेवफाई।
Sonu prajapati
जिसने खाये है दिल पर जखम वो इस जखम से क्या घबराएगा
जिसने पिये है खून के आँशु वो इस खून से क्या मर जायेगा
काश हमने तुम्हे चाहा नही होता
आँशु का दरिया यूं बहाया नही होता
हमे क्या पता था मौत है वहां
वरना तुम से दिल लगाया नही होता
मुश्किल इतनी भी न थी राह अपनी मोहब्बत की यारों,
अफ़सोस उनकी फितरत और नियत ही कुछ ऐसी थी..
Your voice belongs here.
Share a thought, a poem or a story with the community.
Start writing ↗