Skip to content
ShayariBooksA home for words.
Words for every feeling

Dard Bhari Shayari

A little shayari, a little reflection. Read words shared from the heart.

Share your writing ↗
986 piecesLatest published writing · Page 33
Dard Bhari Shayari
Mariz-e-muhabbat unhin ka fasana sunata raha dam nikalate nikalate magar zikr-e-sham-e-alam jab bhi aaya chirag-e-sahar bujh gaya jalate jalate irada tha tark-e-muhabbat ka lekin fareb-e-tabassum mein phir aa gaye hum abhi khake thokar sambhalane na paye ki phir khai thokar sambhalate sambhalate
Dard Bhari Shayari
Ab mohabbat ki wakalt nahin ki ja sakti Sheher bhar say to adawat nahin ki ja sakti Mera chehra meri aankhen hn salamat ab bhi Kon kehta hey key wazahat nahin ki ja sakti Baat yeh hey key koi toot key chahey to sahe Har kisi say to mohabbat nahin ki ja sakti Ankh kehti hey kahin aur chalen jaen hum Dil yeh kehta hey ky hijrat nahin ki ja sakti Loh-e-dil pay yeh tehrer likhi hey SAQI Ishq walon ko nasehat nahin ki ja sakti
Dard Bhari Shayari
Mohabbat Barsa Dena Tu Savan Aaya hai. Tere Aur Mere Milne Ka Msusam Aaya Hai. Sabse Chhupake Tujhe Sine Se Lagana Hai. Pyaar Me Tere Had Se Gujar Jana Hai. Etna Pyaar Kisi Pe Pahli Baar Aaya Hai.
Dard Bhari Shayari
सोचता हु हर कागज पे तेरी तारीफ करु, फिर खयाल आया कहीँ पढ़ने वाला भी तेरा दीवाना ना हो जाए।

Your voice belongs here.

Share a thought, a poem or a story with the community.

Start writing ↗