Skip to content
ShayariBooksA home for words.
Words for every feeling

Dard Bhari Shayari

A little shayari, a little reflection. Read words shared from the heart.

Share your writing ↗
986 piecesLatest published writing · Page 46
Dard Bhari Shayari
Socha tha zindagi tum ho ab sochta hun zindagi ke bina zinda kese hun???? har rat har din tum bin, har gam har khushi tum bin, Tanhai judai mujhe jo di he, ab dekh lo es dil ko, kese dharakta he tum bin????har taraf khamosi hai kitne dard uthaye huye hain tum bin...skt
Dard Bhari Shayari
Na Shararat Hoti Na Shikayat Hoti; Naino Me Kisi Ki Nazakat Na Hoti Na Hoti Bekarari Na Hote Hum Tanha; Jahan Me Kambakht Ye Mohabbat Na Hoti Na Hote Ye Sapne Ye Khwabo Ki Duniya; Kisi Ko Chahat Ki Tamanna Na Hoti Na Zulfo Ki Chaya Na Phoolo Ki Khushboo; Yado Me Unki Ye Rate Na Kat Ti Jo Na Hoti Mohabbat Na Ye Ansu Hote; Deewano Si Apni Ye Halat Na Hoti...!
Dard Bhari Shayari
मुझसे वादा करो मुझे रुलाओगे नहीँ.... हालात जो भी हो मुझे भुलाओगे नहीं..... छुपा के अपनी आँखों में रखोगे मुझ को... दुनिया में किसी और को दिखाओगे नहीं.... मेरे लफ़्ज मेरे दिल की तहरीरें हैं.... कसम उठाओ इन को कभी जलाओगे नहीं..... मुझे ये यकीन दिलाओ मुझे याद रखोगे..... मेरी यादों को अपने दिल से मिटाओगे नहीं...
Dard Bhari Shayari
Mujhe Apne Jism Kee Khushbu Se Madhosh Kar Do; Mujhe Apni Nazuk Si Baahon Mein Mehsoor Kar Do; Laga Ke Seene Se Mujhe Saare Gham Door Kar Do; Main Tumse Juda Na Ho Saku Mujhe Itna Majboor Kar Do!

Your voice belongs here.

Share a thought, a poem or a story with the community.

Start writing ↗