Skip to content
ShayariBooksA home for words.
Words for every feeling

Dosti Shayari

A little shayari, a little reflection. Read words shared from the heart.

Share your writing ↗
217 piecesLatest published writing · Page 11
Dosti Shayari
तेरा चेहरा है आईने जैसा क्यों न देखूँ है देखने जैसा दोस्त मिल जायेंगे कई लेकिन न मिलेगा कोई मेरे जैसा
Dosti Shayari
एक रात रब ने मेरे दिल से पूछा, तू दोस्ती में इतना क्यूँ खोया है? दिल बोला दोस्तों ने ही दी हैं सारी खुशियाँ, वरना प्यार करके तो दिल हमेशा रोया है।
Dosti Shayari
Sookhe talab mein kabhi kamal nahi khilte Bina karm ke kabhi manjil ke raste nahi milte Mana ki kuchh dost kamine hote Hain Par yaroin ye kamine dost bhi har kisi ke naseeb mein nahi hote
Dosti Shayari
कुछ रिश्तों की चमक नहीं जाती, कुछ यादों की कसक नहीं जाती, कुछ दोस्तों से होता है ऐसा रिश्ता, के दूर रह कर भी उनकी महक नहीं जाती।
Dosti Shayari
Bahut khushkismat hai hum jo sab mile, tu mila..! Jiske [aas har marz ki dawa hai wo mila..! Kabhi humne soch na tha..! Bahut kismatwaale hain jo tum jaisa dost mila..!
Dosti Shayari
Wo har lamha tujh pe haste hain, tera majaak udatte hain ! Wo har waqt haste aur hassate hai, kabh waat lagwate hain ! Jab duniya nahi hoti saath kabhi aisa waqt aata hai Hote hai hamesha saath wo kamine dost mushquil main saath nibhaate hain !
Dosti Shayari
Main Apni Har Khushi Har Gam Usi ke sath Batta hu, Main Apni Har Khushi Har Gam Usi ke sath Batta hu, Ha Mera Ek Kamina Dost Hai, jishe Apne Jaan Manta hoon,
Dosti Shayari
Mere dost mere yaar hai voh.. Saale kamine dildaar hai voh.. Mere muh se marne ki baat nhi sun skte.. Lekin fir bhi mere jnaaze pr selfie lene ki baat krte hai voh❤️
Dosti Shayari
Sadiyo Se Ek Sapna Hai, Kaho Pura Karoge Tum..? Bhool Jao Mere Siwa Sab Kuch, Kaho Aisa Karoge Tum..? Nahi Kuch Or Tamana Ab, Ke Bas Mere Ho Jao Tum, Kabhi Na Chor Ke Jaoge, Kaho Aisa Karoge Tum..? Faqat Ek Lafz Sunne Ko, Kayi Barson Se Tarsi Hu, Mujhe Apna Bana Lo, Kaho Aisa Karoge Tum..?
Dosti Shayari
“सूरज के सामने रात नहीं होती, सितारों से दिल की बात नहीं होती, जिन दोस्तों को हम दिलसे चाहते है, न जाने क्यों उनसे रोज़ मुलाकात नहीं होती.”
Dosti Shayari
लोग रूप देखते है ,हम दिल देखते है , लोग सपने देखते है हम हक़ीकत देखते है, लोग दुनिया मे दोस्त देखते है, हम दोस्तो मे दुनिया देखते है
Shayari by Richhi
Dosti Shayari
क्यो लड़ते हो एक दूजे के लिए अरे लड़ना ही है अगर तो लड़ो अपनी मोहबतों के लिए जिस पर लड्कीया भी अपना दामन बिछा देंगी हम जैसे लड़को के लिए ।
Dosti Shayari
किसी का दिल तोड़ना इतना आसान नही . तेल निकल जाता है अच्छे अच्छों का वही । ................
Dosti Shayari
Zindagi main saath bhi Zindagi ke baad bhi, Saccha Hain wo dost jo har dum rehta saath bhi, Jab hum udaas hote Hain tho wo Hume hasata Hain, Agar koi Hume maare tho wo usse lad jaata Hain, Dosti nibhana sikhna Hain tho unse sikhiye Jo dosti nibhate Hain, Warna ese bhi dost Hain Jo mushkil waqt main chhod ke chale jaate hain

Your voice belongs here.

Share a thought, a poem or a story with the community.

Start writing ↗