Subha to roz aati hai
Suraj bhi roz nikal ta hai
Par gareeb ki zindagi ka
Din nahi badal ta hai
Words for every feeling
Share your writing ↗Latest Shayari
A little shayari, a little reflection. Read words shared from the heart.
Zindagi dukh sukh
ka taana baana hai
Pal ki khabar nahi par
mahel to bana na hai
Har marz ka ilaaz
alag hota hai
Par har nafrat ka
ilaaz mohabbat hai
Shikwa shikayat na kar
jaa jaakar kalai marod
Itna hi usme gurur hai to
jaa kar uska ghamand tod
Bhool jaa sab
woh kaha suni
jaa aur jaa kar
gale laga le yaar ko
Itni talash na
karo kisI ki
Ke khud tumhari
Hi pahchan kho jaye
Andhere se laut aaja roshni mein
Woh phir aayi hai zindagi mein
Ye tanhai ye akelapan
dans ne lage hai
ab jeena mushkil hai
mohabbat ki tashnagi mein
Tu phir laut aaja zindagi mein
आप अपना दुःख दिखाने लग गए ,
हम बेबस होके ठिकाने लग गए...✍️
~~भाई का छोटा भाई~
Jab tak dharm mazhab
religion ke saanp insaaniyat
ko danste rahege
Tab tak insaanon ke gale
mein tabai barbadi ke
phande kaste rahege
Insaan apni hawas ke
haathon barbaad hai
Khamakha badnaam
hai mohabbat
Insaan se insaan ko
nafrat karna sikha te hai sab
Insaaniyat ke chehre par
ek bad numa daag hai dharm mazhab
Insaan se insaan ko
nafrat karna sikha te hai sab
Insaaniyat ke chehre par
ek bad numa daag hai dharm mazhab
Zindagi ki tez Raftaar se
adami haar kar rah gaya
Main to doob gaya
Main to bah gaya
Achcha achcha yehi
kah gaya
रजाई एक नशा है ,
और
मैं इस वक्त नशे में हूं....✍️
~~भाई का छोटा भाई~
Your voice belongs here.
Share a thought, a poem or a story with the community.
Start writing ↗