Skip to content
ShayariBooksA home for words.
Words for every feeling

Latest Shayari

A little shayari, a little reflection. Read words shared from the heart.

Share your writing ↗
6,861 piecesLatest published writing · Page 95
Love Shayari
Ishq Wale Ankhon Ki Baat Samajh Lete Hain, Sapno Mein Mil Jaye To Mulaqat Samajh Lete Hain. Rota To Asman Bhi Hain Apne Bichde Pyaar Ke Liye, Par Log Use Barsat Samajh Lete Hain..
Love Shayari
Ik Ladki Hai Is Dunia Mein, Jise Pyar Main Karta Hu Ik Ladki Hai Is Dunia Mein Jiski Aankho Par Marta Hu Par Aksar Ye Khyal Mere Dil Mein Aata Rahta Hai Wo Mujhse Pyar Bhi Karti Hai, Ya Main Pagalpan Karta Hu Khair Khyalato Se Mujhko Ab Kya Lena Dena Hai Jab Mere Khyalo Mein Doobi Wo, Aur Mein Itrata Rahta Hu Aksar Chori Se Chupke Se, Wo Mujhe Nihara Karti Hai Main Bhi Usko Hi Dekh Dekh Din-Raat Gujara Karta Hu Suna Hai Maine Shaam Ke Waqt, Wo Gali Ko Meri Takti Hai Main Bhi Uski Hi Raaho Mein Palko Ko Bichaye Rakhta Hu Yu Khatm Na Ho Kissa Ye Us Se Mere Milne Ka Bas Isiliye Din Raat Mein Allah Se Dua Karta Hu
Love Shayari
किसी से मोहब्बत हो अगर बेपनाह तो ये मत सोचना की वो भी तुमको चाहता है, बल्कि इतनी सिद्दत से उसे चाहो की वो किसी और की ख्वाहिश न कर सके
Love Shayari
शायरी का बादशाह हुं और कलम मेरी रानी, अल्फाज़ मेरे गुलाम है बाकी रब की महेरबानी..
Love Shayari
Zindagi Ka Pinjra Kisi Din Toot Jayega, Phir Musafir Kisi Raah Mein Choot Jayega, Abhi Sath Hai To Kar Liya Karo Baate’n, Kya Pata Kab Zindagi Ka Sath Choot Jayega.
Love Shayari
Kabhi Usko Bhi Meri Yaad Sataati Hogi, Apni Aankhon Mei Mere Khawab Woh Bhi Sajaati Hogi, Woh Jo Har Waqt Khayaalon Mei Basi Rehti Hai, Kabhi To Woh Meri Bhi Yadon Mei Kho Jaati Hogi!

Your voice belongs here.

Share a thought, a poem or a story with the community.

Start writing ↗