Skip to content
ShayariBooksA home for words.
Words for every feeling

Love Shayari

A little shayari, a little reflection. Read words shared from the heart.

Share your writing ↗
1,332 piecesLatest published writing · Page 21
Love Shayari
उसके साथ रहते रहते हमें चाहत सी हो गई, उससे बात करते करते हमें आदत सी हो गई, एक पल भी ना मिले तो नज़रे बेचैन सी रहती है, दोस्ती निभाते निभाते हमें महोब्बत सी हो गई
Love Shayari
कोई वादा नहीं फिर भी तेरा इंतज़ार है जुदाई के बाद भी तुझसे Pyar है तेरे चेहरे की उदासी दे रही है गवाही मुझसे मिलने के लिए तू भी बेकरार है
Love Shayari
आँखें थक गई है आसमान को देखते देखते.... वो तारा नहीं टूटता जिसे देखकर तुम्हें मांग लूँ......
Love Shayari
Ye Wafa Ye Mohabbat Tere Naam Ki, Hum Ne Apni Chahat Tere Naam Ki, ♥ Sab Gham Or Dard Hain Hamare Liye, Hum Ne Tamam Umar Ki Kushi Tere Naam Ki, ♥ Hamari To Na Manzil Hai Na Rasta Apna, Hum Ne Phir Bhi Apne DIL Ki Duniya Tere Naam Ki, ♥ Hum Hain Bewafa Kabhi Sochna Bhi Mat, +shehbaz+ Hum Ne To Ek Umar Ki Wafa sirf tere naam ki..
Love Shayari
तेरी आवाज़ की शहनाइयों से प्यार करते हैं….. तस्सवुर मैं तेरे तन्हाईओं से प्यार करते हैं ….. जो मेरे नाम से तेरे नाम को जोड़े ज़माने वाले … अब हम उन चर्चों से अब प्यार करते हैं …
Love Shayari
Lamhe ye suhane saath ho na ho, Kal mein aaj jaisi koi baat ho na ho, Yadoon ke haseen lamhe dil mein rahenge, Chahe sari umar hamari mulaqat ho na ho By:-AshuTosh ChouDhary
Love Shayari
Aye Khuda kar de Fanah Mujhko Mohabbat Mein Zindagi Kar de Khatam Unki Hi Chahat Mein Hai Meri Ye Aarzoo Marne Se Pehle Bas Chaar Pal Main Jee Sakun Unki Inaayat Mein...

Your voice belongs here.

Share a thought, a poem or a story with the community.

Start writing ↗