Skip to content
ShayariBooksA home for words.
Words for every feeling

Love Shayari

A little shayari, a little reflection. Read words shared from the heart.

Share your writing ↗
1,332 piecesLatest published writing · Page 22
Love Shayari
kayamat tak aapko yad karenge apki har bat par aetbar karenge agar hamari akhri sans k waqt aap khafa ho humse kasam se aapko manane ke bad sans chodenge. your ........
Love Shayari
Aye Khuda Jab Bhi Tera Aasman Dekhti hoon... Uss Me Bassa Ek Jahan Dekhti Hoon... Naa jane Kitne Jahanon KI Sair Karti Hoon... Khol K Jab Tera Quran Dekhti hoon... Tere Ehsaan Kitne Hain Bandon Pe Tere... Jab Bhi Surah Rehman Dekhti Hoon... Tu Kehta Hai Rag-E-Jaan Se Bhi Hoon Mein Qareeb... Phir Pareshan Kyun Aaj Ka Insaan Dekhti hoon... Uski Rehmat Se Kabhi Mayoos Na Hona Aye Dost... Tujh Pe Mein Uski Rehmat Ke Nishan Dekhti hoon...
Love Shayari
Na aap kuch kehna na hum kuch kahenge, Aap bhi chup rehna hum bhi chup rahenge, Har baat ka ehsaas ho jayaega sanam.., Jab humare hoth apke hotho se milenge By:-AshuTosh ChouDhary
Love Shayari
Sitara Hoon Magar Yoon Hai Chamakna Bhool Betha Hoon Mein Khud Apne Taar’uf Ka Hawala Bhool Betha Hoon Jisse Mad-e-Nazar Rakh Kar Chala Tha Janib-E- Manzil Safar Ke Darmiyaan Mein Wo Sitara Bhool Betha Hoon
Love Shayari
Hum To Behaak Jaate Hain Unki Ek Nazar Se.. Aye Khuda Mai Hosh Me Aana Kaise Seekhu.. Lafz Tumne Diye Hain Firbi Diye Hain Kam.. Mai Uski Madhosh Ankho Ko Lafzo Me Kaise Likhu..!
Love Shayari
Unko apne haAl ka hisab kya deTe... saWal saRe galaT the javab kya deTe.... wo to 3 lafjO ki hifaZat b na kr skE...... FIR UNK hath me zinDgi ki puRi kitab kyA dete.....
Love Shayari
Na kah saqi bahar aane ke din hain jigar ke daag chil jane ke din hain ada si khub ada aane ke din hain abhi to dur sharmane ke din hain gareban dhundhate hain hath mere chaman mein phul khil jane ke din hain tumhen raz-e-muhabbat kya batayen tumhare khelane khane ke din hain ghatayen udi udi kah rahi hai may-e-angur khinchavane ke din hain
Love Shayari
Baat Keh Di Jaaye Juba Se Zaroori To Nahi, Zindagi Guzri Hai Aadhi Puri To Nahi, Samjhenge Wo Nigaho Se Mere Dil Ki Daastan, Door Baithe Hai Par Dilo Mein Doori To Nahi.

Your voice belongs here.

Share a thought, a poem or a story with the community.

Start writing ↗