Skip to content
ShayariBooksA home for words.
Words for every feeling

Romantic Shayari

A little shayari, a little reflection. Read words shared from the heart.

Share your writing ↗
299 piecesLatest published writing · Page 20
Romantic Shayari
Zindagi Nu Pyaar Assi Tere To Jyada Nahi Karde, Kise Hor Te Aitbar Assi Tere To Jyada Nahi Karde, Tu Jee Sake Mere Bin Eh Ta Changi Gall Hai Sajjna, Par Assi Jee Lavange Tere Bin Eh Vaada Nahi Karde.
Romantic Shayari
अंदाज-ऐ-प्यार तुम्हारी एक अदा है.. दूर हो हमसे तुम्हारी खता है.. दिल में बसी है एक प्यारी सी तस्वीर तुम्हारी.. जिस के नीचे ‘आई मिस यू’ लिखा है..
Romantic Shayari
Meri Jazbaat Meri Pehchan Hai Woh, Meri Justaju Meri Shaan Hai Woh, Log Kehte Hain Ki Bhuladun Use, Par Kaise Bhuladun Yaaron Meri Jaan Ko, Is Sine Mein Dhadakti Jaan Hai Woh..
Romantic Shayari
Suna hai Ishq ke rang do chaar nahi hazar hote hain, Akshar Naino se baat baar baar hote hain, Pata nahi kyun khamosh rehte hain yeh lafz, Tera ehsaas is Dhadkan ko har baar hota hai.
Romantic Shayari
Hum Hawa Nahi Jo Fizao Me Kho Jaye, Waqt Nahi Jo Kuch Pal Me Guzar Jaye, Hum Mausam Bhi Nahi Jo Badal Jaye, Hum To Aansu Ki Tarah Hai, Jo Khushiyo Me Milne Aaye Aur Gam Mein Bhi Saath Nibhaye.

Your voice belongs here.

Share a thought, a poem or a story with the community.

Start writing ↗