Skip to content
ShayariBooksA home for words.
Words for every feeling

Sad Shayari

A little shayari, a little reflection. Read words shared from the heart.

Share your writing ↗
452 piecesLatest published writing · Page 16
Sad Shayari
मुझे कभी लडकियोँ की दोस्ती की कमी न थी लेकिन मैने किसी से यूँ दोस्ती की न थी लडकियाँ तो वहुत मिली तुझसे पहले पर दिल मेँ कभी ऐसी कसक हुई न थी
Sad Shayari
Kyun Tum achi Lagti Ho Mujhe? Kabhi Waqt Mila To Sochenge..!! Kyun Ye Dil Tumpe Aa Gaya? Kabhi Waqt Mila To Sochenge..!! Har Dua Mein Tumhara Sath Manga, Phir Bhi Tum Kyun Na Mile? Kabhi Waqt Mila To Sochenge..!! Kyun Ye Mehfil Adhuri Si Lagti Hai Tumhare Bina? Kabhi Waqt Mila To Sochenge..!! Humne Tumko Likha Tha.. Zindagi Bhar Sath Nibhaoge Na? Tumne Likha... Kabhi Waqt Mila To Sochenge..!! Humne Pucha Apne Hain Ya Begaane? Jawaab Tumhara Acha Tha... Kabhi Waqt Mila To Sochenge..!! Fir Bhi Kyun Tum achi Lagti Ho Mujhe? Kabhi Waqt Mila To Sochenge..!!
Sad Shayari
Dur Tak Dundta Hu Tujhe Lekin Dhek Nahi Pata Kal Jo Mere Dil Mein Raheti Thi Aj Wo Kisi Or K Bhawo Mein Hai Mene To Tujhe Pyar Kia Tha Pagol Jaisa Mujhe Kya Pata Tha Ki Mujhe Pagal V Tu Hi Bana Degi #SAGAR_R ? ?
Sad Shayari
न समझ मैं भूल गया हूँ तुझे, तेरी खुशबू मेरे सांसो में आज भी हैं । मजबूरियों ने निभाने न दी मोहब्बत, सच्चाई मेरी वफाओ में आज भी हैं ।
Sad Shayari
वो मोहब्बत भी तेरी थी, वो नफ़रत भी तेरी थी वो अपनाने और ठुकराने की अदा भी तेरी थी मै अपनी वफ़ा का इंसाफ़ किस से माँगता.. वो शहेर भी तेरा था, वो अदालत भी तेरी थी......
Sad Shayari
Tere sapno mai teri yaado main bhaithe hain ! Har pal har lamha sirf tumko jeete hain ! Kitna yaad karte hain tumhein bataa nahi sakte< Teri aane ki ummeed lagaaye baithe hain !
Sad Shayari
Jab bhi tum dekhoge aaiyna, hum hi nazar aayenge! Jab bhi tum odoge aanchal, hum hi yaad aayenge! Baat to hai hum main, tum maano ya na maano, Kitna bhi bhulaao, aap hain bhula na paayenge!
Sad Shayari
Mene Uske Ruh Se Pyar Kia Ushne Iljam Lagya Ki Mene Uske Jism Se Pyar Kia Jake Pucho Ushe Dil Se AJ jiske Liye Ro Rahi Ho Kya Wo Apke Jism Se Pyar Karta Tha Ya Apke Ruh Se #SAGAR_R _BOXER?✍️
Sad Shayari
Jisko Chahata Hu Zindagi Ki Tarah Chal Di Wo Ek Ajnabi Ki Tarah Neend Aati Hai Na MOUT Aati Hai Dono Naraz Hain Shayad Unhi Ki Tarah #SAGAR_R
Sad Shayari
Tune Khud Apna Smile Khoya Hai Tune Khud Mujhe Apne Apse Dur Kia Hai Teri Galtiya Kya Thi Mujhe Nahi Pata Lekin Mere Se Bewafai V To Tune Hi Kiya Hai Tere Wajah Se To Mene Apna Zindagi Se Dur Ho Gaya KYA khoya Tune Mene To Apna Zindagi Hi Kho Diya Mene Tujhe Kho Diya Mene Tujhe Kho Diya ? ? #SAGAR_R
Sad Shayari
Jab Mujhe Tujhe Se Muhabbat Thi Tabto Tu Mere Muhabbat Se Khel Rahi Thi Aj Jab Mene Apni Zindagi Kisi Aur K sath Zina Chaha To Q Aa Rahi Hai Meri zindagi Mein Jab Mein Tujhe Se Tut K pyar Kiya Tha Tab To Tu Khel Rahi Thi Mere Zindagi Se Aj Jab Mein Tujhe Se Nafrat Karta Hu To Pyar Jata Ne Aa Gayi #SAGAR_R ? ?
Sad Shayari
Wo Kya Jane Dard Kise Kahete Hai Jo Khud Dusro K Dard Se Khela Karti Hai Ushe Kya Pata Muhabbat Kise Kahete Hai Jise Dehkne K liye Apni Aankhe Tarasi Hai #SAGAR_R ??

Your voice belongs here.

Share a thought, a poem or a story with the community.

Start writing ↗