Sad Shayari Badi ajnabee se lagti hai ye shamein bhi,
Tumhare sath hone ka daur kuchh aur tha.
22 Dec 2019
Sad Shayari Kitni aafreen hai ye tumhari aankhein,
Tafseel karti hai masoomiyat tumhari.
22 Dec 2019
Sad Shayari Aadtein kya jindagi ki tasveer badal dete,
Bas itna kaha hota ke tum mere layak nahi ho.
-Alok Kumar-
22 Dec 2019
Sad Shayari Hum itne bhi mukhtalif nahi hai ek dusre se,
Bas tera fareb hona mujhse juda karta hai.
22 Dec 2019
Sad Shayari Hasrat to thi tumhe apni bahon me lene ki,
Par aansuon se aage kabhi bat badhi hi nahi.
- Alok Kumar-
22 Dec 2019
Sad Shayari Shayad tum aur khuda kuchh ek jaise the.
Meri mohabbat ki bandagi kisi ne nahi suni.
-Alok Kumar-
22 Dec 2019
Sad Shayari Har Ek Bat Mehfil Me Kehni Jaroor Nahi Hoti,
Kabhi Kabhi Aankhein Bhi Dard Bayan Kar Jati Hai.
-Alok Kumar-
22 Dec 2019
Sad Shayari Ye fursato ke aalam bhi bade pechidein hai,
Hum to teri yadon ke masroofiyat me hi thik the.
-Alok Kumar-
22 Dec 2019
Sad Shayari Hunar tha hi nahi mujhme jhuthi wafa ka,
Mere rakib aise karnamo ke ustad nikle.
-Alok Kumar-
22 Dec 2019
Sad Shayari Pehle aate the uske khat bhi hamare name se,
Aaj arso bad mile bhi to Janne se inkar kar diya.
-Alok Kumar-
22 Dec 2019
Sad Shayari Vo dekhtein hai suni rat me aasman ko,
Kash mai bhi koi tuta hua sitara hota.
22 Dec 2019
Sad Shayari kaise jeeyenge iss sansaar mein hum narri re mere desh jaha jagh jagh par ho rahe hum ladkiyon ke rapes
01 Dec 2019
Sad Shayari Muskurahat ke peechhe ka raaz tum ho, jo padhti hu roz woh nwaaz tum ho, gungunati hu jo main khud likh kar, uske peechhe ki jaan meri awaaz tum ho.....
20 Oct 2019
Sad Shayari सुबह की किरण अक्स-ए-मोहब्बत है, खामोश रातोंपे तन्हाइयों का नूर है !
तेरी मिज़ाज़-ए-मुस्कराहट, मेरे होटों पे मयस्सर है !
वीरा...!!
जिन्दा होने की क्या यही निशानी है??
पंछियो की गुफ्तगू में नवाज़िशें है, बादलों के साथ बूंदों की सरगम भी है!
तेरी पाकीजा पायलों की छनछन, एक उल्फत सी मेरे रूह में गुनगुनाती है!
वीरा..!!
जिन्दा होने की क्या यही निशानी है??
साथ मेरे खुद की परछाई है, सिगरेट्स के कश का धुँआ भी है!
तवस्सुर तेरी नरगिस आँखों का, ज़ीनत-ए-नशा मुझ पे सवार है!
वीरा...!!
मेरे जिन्दा होने की क्या यही निशानी है??
कसमे-वादे-दोस्ती-रिश्ते, जूनून-ए-शिद्दत आज भी है!
तेरी मोहब्बत की रूहानियत पे, घायल ये फ़क़ीर आज भी है!
मजबूर सा, मसरूफ सा, एक क़तरा सा है!!
वीरा...!!
ज़िंदा है!! ....
पर, मेरे वजूद का कोई निशान नहीं है....!!!!!
*©veeraajlumbinisushant*
अक्स - Reflection
मिज़ाज़ - mood
मयस्सर- available
गुफ्तगू - chitchat
नवाज़िश - kindness
पाकीजा - pure
उल्फत - love
रूह - soul…
07 Oct 2019
Sad Shayari Baithe the Yun tanha is kadar....
Ki log aaye Milne...
Aur Alwida kr bol Gaye...
27 Sep 2019