Tarap k dekh kisi ki chahat main… To pata chale k intazar kya hota ha… Youn he mil jae agar koi bina tarpe…. To kase pata chale ke pyar kya hota hai..
Na milta gam to barbadi ke afasane kaha jate Duniya agar hoti chaman to wirane kaha jate, Chalo acha hua apno me koi gair to nikla, Sabhi agar hote apne to begane kaha jaate…
Sometimes Its better to Move forward someone away … Not because you have stopped Loving that someone .. But because you have to Shield yourself from pain.
Sabhi insan hai magar farq sirf itna hai, Koi zakhm deta hai to koi zakhm bhrta hai. Humsafar bahut hai magar farq sirf itna hai, Koi saath deta hai to koi chhod deta hai. Pyar sare karte hai magar farq sirf itna hai, Koi jaan deta hai to koi jaan leta hai…..!!
I want to forget all the times when we were together, Bot because I doesn’t love her, Because it hurts too much to remember.
Woh khush hai par shayad hum se nahi Woh naraz hai par shayad hum se nahi Kon kehta hai unke dil me mohabbat nahi Mohabbat to hai par shayad humse nahi.!!
Zindagi hai nadan isliye chup hoon, Dard hi dard subah sham isliye chup hoon Keh du zamane se dastan apni, Usme ayega tera naam isliye chup hoon.
गए दोनों जहाँ के काम से हम न इधर के रहे न उधर के रहे न ख़ुदा ही मिला न विसाल-ए-सनम न इधर के रहे न उधर के रहे |
Achi Si Koi Saja Do Mujhko; Chaaho To Rula Do Mujhko; Tumhe Bhoolun Toh Maut Aa Jaaye; Dil Ki Gehrai Se Ye Dua De Do...
Kaash wo samjhte iss dil ki tadap koo, Toh hamein yu ruswaa naa kiya jata, Yein berukhi b unkee manzur thee hamein, Ek baar bas hamein samajh liya hota.
Khushhali me ik badhali, mein bhi hun aur tu bhi hai. har nigah par ik sawaali, mein bhi hun aur tu bhi hai. duniya kitna arth lagaye, ham dono ko malum hai. bhare-bhare par khali-khali, mein bhi hun aur tu bhi hai.
Is udan pr ab sarminda me bhi hu or tu bhi hai, aasmaan se gira parinda me bhi hu or tu bhi hai, chhoot gyi raste me jeene mrne ki saari kasme, apne apne haal me jinda me bhi hu or tu bhi hai,
Koi khamosh hai itna bahane bhul aaya hu kisi ki ek tarannum me tarane bhul aaya hu meri ab raah mat takana kabhi ai aasma walo me ek chidia ki aankho me udaane bhul aaya hu.
wo jiska teer chupke se jigar ke paar hota hai wo koi gair kya apna hi ristedaar hota hai kisi se apne dil ki baat tu kehna na bhule se yaha khat bhi zara si der me akhbar hota hai.
khud se bhi mil na sako itne paas mat hona ishq to karna magar devdas mat hona dekhna, chahna, mangna ya kho dena... ye saare khel hai inme udaas mat hona.
Hitesh is offline
Jakhmi is offline
Nilean is offline
Mustakim is offline
Riya is offline
kishan is offline
Durgesh Kumar is offline
Mayur is offline
Somsubhra is offline
Anubhav is offline
Nishant is offline
Rajnandini is offline
Explore is offline
Zaman is offline
Pankaj is offline
Please Login or Sign Up to write your book.