Tu mujhe udta hua parinda Nazaar ataa hai Andar se tu mar chuka hai Upar se zinda nazar aata ha FAKEERA THE FAKIR BADSHAH SAAB
Zindagi bikhar gayi hai Yahaan wahaan Main usey samet kar Rakhun to rakhun kahaan FAKEERA THE FAKIR BADSHAH SAAB
ये मेरी और ऊपरवाले की लड़ाई है अय आदमी तू मुझसे ना उलझ ना जब वोह साब कुछ चुप चाप सुनता है तो फिर तेरी क्या औकात है फ़कीर बादशाह साब ( FAKEERA) Ye meri aur uperwale ki ladai hai Aye adami tu mujhse na ulajh na Jab woh sab kuch chup chap sunta hai To phir Teri kya aukaat hai FAKEERA THE FAKIR BADSHAH SAAB
बहती धारा की तरह ज़िन्दगी बहती जा रही है गौर से सून तुझसे ज़िन्दगी क्या कहती जा रही हैं फ़कीर बादशाह साब ( FAKEERA) Bahti dhara ki tarha Zindagi bahti ja rahi hai Gaur se suun tujhse Zindagi kya kahti ja rahi hai FAKEERA THE FAKIR BADSHAH SAAB
Ye sab paise ki Maherbani hai yaaron Jo log jhukh jhukh kar Salaam karte hai FAKEERA THE FAKIR BADSHAH SAAB
हे ईश्वर या अल्लाह ओ गोड तुम्हारे श्लोक तुम्हरी अयते तुम्हारे वर्सेस से एक सार का मामूली दर्द भी ठिक नहीं होता है वोही दर्द क्रोसिन की एक चार आने की टिकिया से ठीक हो जाता है बोलो अब संसार को किसकी ज़्यादा ज़रूरत है फ़कीर बादशाह साब ( FAKEERA) Hey ishwar yaa allaah oh god Tumhare shlokh tumhari aayaten tumhare verses se Ek sar ka maamuli dard bhi thik nahi hota hai Wohi dard crocin ki Ek chaar aneki tikiya se Thik hota hai Bolo ab sansaar ko kiski Zyada zarurat hai FAKEERA THE FAKIR BADSHAH SAAB
नसीब में जो लिखा है वोही होगा पांच क्या चाहे तो दीन में पचास वक़्त नमाज़ पढ़ के देखले चाहे तो दिन भर पूजा पाठ करके देखले फ़कीर बादशाह साब (फकीरा) Naseeb mein jo likha hai Wohi hoga Paanch kya chahe to Din mein pachaas waqt Namaaz padh ke dekhle Chahe to din bhar Pooja paath karke dekhle
रो रो कर दुआ करने से दुआ की भिख मांगने से अगर कुछ मिलता तो सब भिखमंगे आज शहेंशाह होते फ़कीर बादशाह साब (FAKEERA) Ro ro kar duaa karne se Duaa ki bhikh mangne Agar kuch milta To sab bhikhmange Aaj shahenshah hote FAKEERA THE FAKIR BADSHAH SAAB
या खूदा अयसी क्या खासियत है तेरी फितरत में जो तुझे जितना दिलसे पुकारता है उतना ही ज्यादा अंधेरा भरता है तू उसकी किसमत में फ़कीर बादशाह साब ( FAKEERA) Ya khuda aysi kya khasiyat hai Teri fitrat mein Jo tujhe jitna dil se pukaarta hai Utna zyada andhera bharta hai tu Uski kismat mein FAKEERA THE FAKIR BADSHAH SAAB
Waqt mujh se khelta raha Mai waqt se khelta raha Hum dono umra bhar Ek dusrey se khelte rahe FAKEERA THE FAKIR BADSHAH SAAB
पत्तियां उदास है कांटों में अब भी मिजाज़ है फूल कहां है मुझे उसकी तलाश है फ़कीर बादशाह साब (FAKEERA) Pattiyan udaas hai Kanton me ab bhi mijaaz hai Phool kahan hai Mujhe uski talash hai FAKEERA THE FAKIR BADSHAH SAAB
एक तिली ही काफी है आग लगा ने को पर सागर भी कम पड़ता है आग बुझा ने को फ़कीर बादशाह साब (FAKEERA) Ek tili hi kaafi hai Aag lagane ko Par sagar bhi kam padta hai Aag bujhane ko FAKEERA THE FAKIR BADSHAH SAAB
Jitne bhi harf hai sab se zyada tasir alif me hai Ya allaah tera naam lene wala har ek banda taqlif me hai FAKEERA THE FAKIR BADSHAH SAAB
ज़िंदगी बनाने को वक़्त लगता है ज़माना लगता है मौत का क्या है मौत को तो बस बहाना लगता है फ़कीर बादशाह साब ( FAKEERA) Zindagi banane ko waqt lagta hai Zamana lagta hai Maut ka Kya hai Maut ko to bas Bahana lagta hai FAKEERA THE FAKIR BADSHAH SAAB
Pedoicow is offline
Aman is offline
Divyansh is offline
Santosh is offline
KRISHNA is offline
Vipin is offline
Sheetal is offline
yogesh is offline
Abhi is offline
aadi is offline
dharmesh is offline
Biswatanu is offline
sagar is offline
saini is offline
sahil is offline
Please Login or Sign Up to write your book.