Woh bhi ek daur tha
Yeh bhi ek daur hai
Kal choron me bhi imaan tha
Aaj imaanwale bhi chor hai
FAKEERA
THE
FAKIR BADSHAH SAAB
Words for every feeling
Share your writing ↗Inspirational Shayari
A little shayari, a little reflection. Read words shared from the heart.
Ye duniya mitti hai
Tu isko mitti hi samajh
Aur tu kachra hai
Tu khud ko kachra hi samajh
FAKEERA
THE
FAKIR BADSHAH SAAB
Na Usne mujhe Shaad kiya
Na Maine usey Shaad kiya
Na Usne mujhe abaad kiya
Na Maine usey abaad kiya
Waqt ko maine mujhe
Waqt ne Barbaad kiya
FAKEERA
THE
FAKIR BADSHAH SAAB
Hamari nazar se kuch
Nahi chupa hai
Agar ishwar allaah god
Vagayra vagayra hote
To kahin na kahin
Nazar aa gaye hote
Apne ibadat gaah tootne
Aur jalne se bachate hua
Aur apne bina matlab ke
Be asar bakwaas kitabe
fatne aur jalne se
bachate hua
Savdhan jo khud apni
Raksha nahi kar sakte
Woh teri kya hifazat karege
FAKEERA
THE
FAKIR BADSHAH SAAB
Ye duniya hi narak hai
Dukh dard taqleef sab
Bas yahaan hi hai
Ek baar mar gaya to
Phir sab swarg hi swarg hai
FAKEERA
THE
FAKIR BADSHAH SAAB
Chahe ho poonam ya phir ho amaavas
Bahaddur aur nidar rahe jas ke tas
FAKEERA
THE
FAKIR BADSHAH FAKIR
Main jab bhi aaina dekhta tha
Rota tha
Dhool aaine par ( YANI SAMAAJH KE
ANKHON PAR) lagi thi
Aur main baar baar apna chehra
Dhota tha
FAKEERA
THE
FAKIR BADSHAH SAAB
Mandir masjid girjaghar gurudwara
Banaya ek se badkar ek alishaan
Uske bahar bhikhmange teri hi
aukat ka ek ek insaan
FAKEERA
THE
FAKIR BADSHAH SAAB
ये सब पूजा पाठ नमाज़ रोज़े
वगैरा वगैरा
अपनी जगह पर ठीक है
इंसान अस्ली इबादत तो
दौलत की करता है
दौलत पर मरता है
दौलत के लिए मरता है
फ़कीर बादशाह साब ( FAKEERA)
Ye sab pooja paath
namaaz roze
Vagayra vagayra
Apni jagah par thik hai
Insaan asli lbadat to
Daulat ki Karta hai
Daulat par marta hai
Daulat ke liye marta
FAKEERA
THE
FAKIR BADSHAH SAAB
22/08/2020
रोज़ रोज़ दिन रात इबादत
करता है अल्लाहु गफुरुर
रहीम की
फिर रोज़ नई नई परेशानियां
क्या है आदमीन की
फ़कीर बादशाह साब( FAKEERA)
Roz roz din raat ibadat
Karta hai Allaahu Gafurrur
Rahim ki
Phir roz nayi nayi pareshaniyan
Kya hai admin ki
FAKEERA
THE
FAKIR BADSHAH SAAB
21/08/2020
पूरी दुनिया आशा लगाए तेरे तरफ ही देख रहा |
कि तू बदलेगा जीवन उनका पर तू थक के घुटने टेक रहा!!
सुन ! सुन मेरी एक बात, :-
जो तुझे महसूस अपने कांधे पर हो रही पीड़ा है|
यह पीड़ा नहीं असंख्य लोगों के जीवन बदलने की बीड़ा है||
क्या अभी भी तू कहेगा कि तू थका है |
मैंने तेरे अंदर हमेशा एक जलता ज्वाला देखा जो ना रुका था और ना रुका है||
यह आसमा यह धरती यह हवाएं और यह मंजर सब चीख चीख कर कह रहे हैं कि कब तुम पिता का कर्ज चुकाओगे!!
और मां बैठी है देहरी पर कि मेरा लाल आएगा जीवन बदल जाएगा ऐसा करके कब अपनी मां को दिखाओगे!!
तू ही बता, क्या लिखूं आग लिखूं कि पानी लिखूं या लहरों की रवानी लिखूं!!
मैं तो बेहतरी और बदलाव चाहता हूं इसीलिए सोचता हूं कि आने वाली पीढ़ी के लिए कुर्बान अपनी जवानी लिखूं!!
अय बदनसीबी तू
कहीं और जाकर
अपने खेल खेल
तुझे खट खटाने
के लिए क्या
मेरे ही घर का
दरवाज़ा दिखता है
फ़कीर बादशाह साब ( FAKEERA)
Aye badnaseebi tu kahin
Aur jakar apne khel khel
Tujhe khat khata ne ke liye
Kya mere hi ghar ka
darwaaza dikhta hai
FAKEERA
THE FAKIR BADSHAH SAAB
Kuch tuney diye
Kuch maine kamaye
Kuch duniya ne mujhe
Bante hai
Aye zindagi tere daman
Sirf kante hi kante hai
FAKEERA
THE FAKIR BADSHAH SAAB
Your voice belongs here.
Share a thought, a poem or a story with the community.
Start writing ↗