Inspirational Shayari

Ye tanhai ye akelapan dans ne lage hai ab jeena mushkil hai mohabbat ki tashnagi mein Tu phir laut aaja zindagi mein

Jab tak dharm mazhab religion ke saanp insaaniyat ko danste rahege Tab tak insaanon ke gale mein tabai barbadi ke phande kaste rahege

Insaan apni hawas ke haathon barbaad hai Khamakha badnaam hai mohabbat

Insaan se insaan ko nafrat karna sikha te hai sab Insaaniyat ke chehre par ek bad numa daag hai dharm mazhab

Insaan se insaan ko nafrat karna sikha te hai sab Insaaniyat ke chehre par ek bad numa daag hai dharm mazhab

Zindagi ki tez Raftaar se adami haar kar rah gaya Main to doob gaya Main to bah gaya Achcha achcha yehi kah gaya

Woh to upar se dikhai deta hai khush haal Andar to hamesha hi rahta hai be haal

Khil khila ne walli thi aaj meri tanhai Tere aane ki umeed thi par tu nahi aayi

Mujhe pareshaan na kar main gham kash hoon Dard ae ishq mein aye ghame zindagi

Hazaaron koshish karte hai lakh tarkeeb lagate hai kuch bad naseeb Umeed par jeete hai naumeedi mein mar jaate hai aksar gareeb

Ek se badhkar ek kalakaar hai duniya mein Bachchan Kismat ka shukra adaa kar ke usne tujhe bhagyawaan banaya

Idhar duniya mein itne namaz roze ke baad bhi akhirat ke naam par garibon ko pahchaan ta nahi Udhar akhirat mein duniya ka naam lekar muh pher liya to sab ibadat gayi na paani mein Jhoothon ka kya bharosa

Naraazgi chahe jitni bhi ho koi dil se maafi mangle to maaf kar dena chahiye Par sawaal ye hai ke pata kaise chale ke koi dil se maafi mang raha hai

Aap par aitbaar kar ke jo dhoka khaya hai Woh dhoka humne apni bewakufi se kamaya hai

Khel ne ko jab itne khel hai duniya mein To mere dil se hi kyun tum ne itne khel khele