Skip to content
ShayariBooksA home for words.
Words for every feeling

Latest Shayari

A little shayari, a little reflection. Read words shared from the heart.

Share your writing ↗
6,861 piecesLatest published writing · Page 102
Love Shayari
Kisi ne Silent-Love se kaha I HATE LIFE Silent-Love replied: tumhe kisne kaha life se pyar karo tum bas use chaho jo tumhe chahta ho life apne aap khubsurt ho jayegi... By - Silent love.
Love Shayari
​तेरे बगैर इस ज़िन्दगी की हमें जरुरत नहीं​;​तेरे सिवा हमें किसी और की चाहत नहीं​;​तुम ही रहोगे हमेशा मेरे दिल​ में​;​किसी और को इस दिल में आने की इजाज़त नहीं​।
Love Shayari
Bichadte hue yaad de jayenge, Khud sone se pehle aapko khawab de jayenge, Apko gila hai ki hum baat nahi karte, Sanso ke rukne se pehle har jawab de jayenge….. Chandu
Love Shayari
MY day star with u r name. and my day stop with u r name. i cant hold my self just thiking about u. that how much I LOVE YOU if you wanna know about this just search my self in u r heart.....Ak
Love Shayari
Mere dil mein ek dhadkan teri hain, Us dhadkan ki kasam tu zindagi meri hai, Meri ek saans mein ek saans teri hain, Wo saans jo ruk jaaye to mout meri hain. By - Silent love.
Love Shayari
Chote se dil me arman koi rakhana, dunia ki bhid me pehchan koi rkhana, achhe nhi lagte job rhte ho udas, apne hoto pe muskn sada wahi rakhana.............. FOR MY LOVE
Love Shayari
Zara si der ko aaye the khwab aankhon mein phir us ke bad musalsal azab aankhon mein wo jis ke naam ke nisbat se raushan tha vujud khatak raha hai wohi aaftab aankhon mein jinhen mata-e-dil-o-jan samajh rahe the hum wo aaine bhi hue behijab aankhon mein ajab tarah ka hai mausam ke khak udati hai wo din bhi the ke khile the gulab aankhon mein mere gazal teri vahashaton ke khair ki hai bahut dinon se bahut iztarab aankhon mein na jane kaisi qayamat ka peshkhema hai ye uljhane teri be-intasab aankhon mein
Love Shayari
Jazbaat Mere Kahin Kuchh Khoye Huye Se Hain, Kahu Kaise Who Tumse Thoda Sharmaye Huye Se Hain, Par Aaj Na Rok Saku Ga Jazbato Ko Main Apne Karte Hain Pyar Hum Tumhi Se, Par Ghabraye Huye Hain.

Your voice belongs here.

Share a thought, a poem or a story with the community.

Start writing ↗