Latest Shayari

खामोश हूँ मै तो क्या, तू भी तो आवाज़ दे कभी, मै भी तो समझूँ कि, तू कितनी बैचेन है मेरे लिए.!!?

Hamari Aankh Me Apna Kabhi Didar Kar Lena Chhipe He Dard Sine Me Unhe Swikar Kar Lena Tarsate He Ham Kitna, Teri Chahat Ko Janeman Samajh Pao Kabhi Hamko, To Bas Miss Call Kar Dena

sochta hu chhod du is jahan ko. ya mar dalu har ek insaan ko. pagal kr diya hai es duniya me mujhe. janida to hu par dur hoke apne jaan se.

Honto Ne Jiska Zikr Na Kiya Ho Ankhe Unka Paigam Deti Hai... Duniya Se Unko Chupaye Kaise Har Dhadkan Unka Hi To Naam Leti Hai...!!!

Tere Mere Rishte Ko Kya Naam Du.. Ye Naam Du Ya Wo Naam Du.. Is Dunia Ki Bheed Me Naam Ho Jate Hain Badnaam.. Isliye Kyu Na Apne Rishte Ko Benaam Hi Rehne Du..!

Deewano Jaisi Halat Hai Meri, Bas Tumhe Dekhu Ye Chahat Hai Meri, Na Jana Hume Kabhi Chod Kar, Yahi Bas Khuda Se Aarzu Hai Meri.....

Kisi k dil ka drd kisne dekha h.. Jisne dekha h sirf chehra dekha h.. Dard to tb hota h jb koi apna hi humko na samjhe.. Gairo k samne to humne sirf hasna sikha h..

Udas Hoon Par Tujhse Naraz Nahi.., Tere Dil Main Hoon Par Tere Pass Nahi.., Waise To Sab Kuch Hai Mere Pass.., Par Tere Jaisa Koi Khass Nahi.....

ISHQ kar deta hai bekarar, Bhar deta hai pathar k dil mei pyar,har 1 ko nahi milti zindagi ki yeh bahar,kyunki ISHQ ka dusra naam hai INTEZAR

Kash Wo Meri Taqdir Ban Jaye, Main Uska Aaina Wo Meri Tasvir Ban Jaye, Jamin Aasman Se Toot Jaye Mera Nata, Mgr Uska Pyar Meri Jageer Ban Jaye

Lehja Shikayat Ka Tha Magar Sari Mehfil Samjh Gayi Ki Mamla Mohabbat Ka Hai..!

Mariz-e-muhabbat unhin ka fasana sunata raha dam nikalate nikalate magar zikr-e-sham-e-alam jab bhi aaya chirag-e-sahar bujh gaya jalate jalate irada tha tark-e-muhabbat ka lekin fareb-e-tabassum mein phir aa gaye hum abhi khake thokar sambhalane na paye ki phir khai thokar sambhalate sambhalate

Ek Baar Tuje Dekha Dobara Dekhne Ko Dil Chahe Ab Mai Jaha Bhi Jau Teri Justuju Sataye Deewana Kiya Hai Teri Yaadon Ne Tu Aakar Zara Mera Haal Dekh Le..!

Ab mohabbat ki wakalt nahin ki ja sakti Sheher bhar say to adawat nahin ki ja sakti Mera chehra meri aankhen hn salamat ab bhi Kon kehta hey key wazahat nahin ki ja sakti Baat yeh hey key koi toot key chahey to sahe Har kisi say to mohabbat nahin ki ja sakti Ankh kehti hey kahin aur chalen jaen hum Dil yeh kehta hey ky hijrat nahin ki ja sakti Loh-e-dil pay yeh tehrer likhi hey SAQI Ishq walon ko nasehat nahin ki ja sakti

"Shahjahan" Tha Bevkuf. Jo Banaya Itna Mahnga "TAAJ" . Agr Rakhta Utne Paise Bank Me "AAZ" . To Itna Ata "BYAZ" . Ki Roz Aati Nayi "MUMTAZ"