Ab mohabbat ki wakalt nahin ki ja sakti Sheher bhar say to adawat nahin ki ja sakti Mera chehra meri aankhen hn salamat ab bhi Kon kehta hey key wazahat nahin ki ja sakti Baat yeh hey key koi toot key chahey to sahe Har kisi say to mohabbat nahin ki ja sakti Ankh kehti hey kahin aur chalen jaen hum Dil yeh kehta hey ky hijrat nahin ki ja sakti Loh-e-dil pay yeh tehrer likhi hey SAQI Ishq walon ko nasehat nahin ki ja sakti
Words for every feeling
Share your writing ↗Latest Shayari
A little shayari, a little reflection. Read words shared from the heart.
"Shahjahan" Tha Bevkuf. Jo Banaya Itna Mahnga "TAAJ" . Agr Rakhta Utne Paise Bank Me "AAZ" . To Itna Ata "BYAZ" . Ki Roz Aati Nayi "MUMTAZ"
Ei Jibon 1din hoye Jabe Sesh, Sedin 2may R Korbo na SmS, Nijhum Rate Asbe 2mar chokher kone Jol, Mon Chaileo Parbe na dite 1ta miss Call. Mone rekho...........
Log Poochte Hai Humse Ki Tum Apne Pyaar Ka Ijhar Kyun Nahi Karte? To Humne Kaha Jo Lafjo Mein Bayan Ho Jaye Hum Utna Pyaar Unse Nahi Karte..
Ek Ajnabi Se Baat Kya Ki Qayamat Ho Gayi Sare Shaher Ko Is Chahat Ki Khabar Ho Gayi Kyun Na Dosh Du Dil-E-Nadan Ko Dosti Ka Irada Tha Aur Mohabbat Ho Gayi..iio
mana hamne tumse pyr karke gustakhi kr li pta is dil ko kya jawaab de jo tere labj sunne ko betaab rahta hai
MISS U M-Muskil Hota He I-Intezar Karna S-Sari Zindagi S-Saanse Lena U-Unke Bina Jisa Hum Chata He
Mohabbat Barsa Dena Tu Savan Aaya hai. Tere Aur Mere Milne Ka Msusam Aaya Hai. Sabse Chhupake Tujhe Sine Se Lagana Hai. Pyaar Me Tere Had Se Gujar Jana Hai. Etna Pyaar Kisi Pe Pahli Baar Aaya Hai.
Aye Sanam Tum To Jaan Lene Par Tule Ho Kabhi Ye Socha Hai Ki Is Jaan Me Jaan Kiski Hai..!
Jane Kyu Aadhuri Si Reh Gayi Zindagi..!! . . . . Lagta Hai Jaise Khud Ko Kisi Ke Paas Bhool Aaye....!!!!
सोचता हु हर कागज पे तेरी तारीफ करु, फिर खयाल आया कहीँ पढ़ने वाला भी तेरा दीवाना ना हो जाए।
Tera Hi Intezar Hai Mujhe Aaj Bhi Ayega Tu Jarur Vishwas Hai Mujhe Aaj Bhi Tera Dil Bhi Dharakta Hai Mere Liye Ehsaas Hai Uska Mere Dil Ko Aaj Bhi..!
Mohabat Ka Kya Hai Kabhi Bhi ho Jati He, Har Kisi Ki Ankhon Me Bas Nami Si 6od Jati He, Humne Ki Mohabat To Hal Hua Asa, Taro Ke Bich 1 Sham Gujrta Ho Jese.
Ruthi Huyi Zindagi Ko Manana Toh Aata Hai, Khud Na Hans Sake Par Auro Ko Hasana To Aata Hai, Hum Khud Naa Bas Sake Kisi Ke Dil Me To Kya Hua, Par Logo Ko Apne Dil Mein Basana Toh Aata Hai.
Aap Jab Samne Se Gujara Jate Hai, Arman Dil Ke Ubhar Jaate Hai, Dekh Kar Apki Pyari Surat, Sahme Hue Phool Bhi Nikhar Jate H. By Ajooba Khan Wapp No.
Your voice belongs here.
Share a thought, a poem or a story with the community.
Start writing ↗