Skip to content
ShayariBooksA home for words.
Words for every feeling

Latest Shayari

A little shayari, a little reflection. Read words shared from the heart.

Share your writing ↗
6,861 piecesLatest published writing · Page 44
Dard Bhari Shayari
Jise Dekh Nahi Sakte Uski Awaaz Mein Khush Raho, Jise Paa Nahi Sakte Uski Yaad Mein Khush Raho, Beeta Hua Kal Jaa Chuka Hai Uski Meethi Yaad Mein Khush Raho, Aane Waale Kal Ka Pata Nahi To Sapno Mein Hi Khush Raho..
Dard Bhari Shayari
Hame Aapki Jaan Nahin Sirf Aapka Saath Chahiye ..................... Sachhe Pyaar Ka Sirf Ek Ehsaas Chahiye .................. Jaan To Ek Pal Me Di Ja Sakti Hai ................... Par Hame To Aapka Pyaar Aakhri Saans Tak Chahiye.....
Dard Bhari Shayari
Nazr-e-Muhbat Ka Kia Tawaan Chahte Ho? Dil Chahte Ho Ya Jan Chahte Ho? Parwa Nhi Anjame Muhabt Jo Bhi Ho Bus Ab Faisla Suna Do Jo Tum Chahtay Ho? Phoolon Ki Gali Ho Ya Ho Kanto Ki Dagar Le Jao Sanam Wahan Jahan tum Chahte Ho Be-His tum Nahi to Khamosh Kyu Ho Me Ne Kr Di Haan Ab Or Kia Chahte Ho
Dard Bhari Shayari
किस्मत में लिखी हर मुश्किल टल जाती है,यदि हो बुलंद हौसले तो मंज़िल मिल ही जाती है,सिर उठा कर यदि आसमान को देखोगे बार-बार,तो गगन को छूने की प्रेरणा मिल ही जाती है !!
Dard Bhari Shayari
Jabse Hua Hai Pyar Dil Bas Me Nahi Ho Raha Hai Sab Ho Raha Hai Minus Kuch Plus Nahi Ho Raha Hai Aapke Pyar Ka Ajab Sa Jaadu Chaa Gaya Hai Na Carbon Dioxide Bahar Ja Raha Ha Na Oxygen Andar Aa Raha Hai..!

Your voice belongs here.

Share a thought, a poem or a story with the community.

Start writing ↗