Latest Shayari

Kisi ke dil ka dard kisne dekha hai Jisne dekha hai sirf chehra dekha hai Dard to tab hota hai jab koi apna hi humko na samjhe.. Logo ke samne to humne sirf hasna sikha hai

Ishq Aisa Karo Ki Dhadkan Mein Bas Jaye; Saans Bhi Lo To Khushbu Uski Hi Aaye; Pyaar Ka Nasha Aankhon Pe Cha Jaye; Baat Kuch Bhi Na Ho Par Naam Usi Ka Aaye!

वक्त सबको मिलता है जिन्दगी बदलने के लिए, पर ज़िन्दगी दोबारा नहीँ मिलती वक्त बदलने के लिए।

Bas Yahi Soch Kar Us Bewafa Ki Bat Par Yaqeen Kar Liya, Ke Itne Haseen Honthon Se Wo Jooth Kese Bolti Hogi..;;-))

Ajeeb Tarah Se Socha Tha Zndgi Ke Liye.. Jeena Marna Tha Sirf Usi Ke Liye.. Wo Mujhko Tanhaa Chhod Gaya To Yakeen Aaya.. Ki Koi Bhi Nahi Marta Kisi Ke Liye..!

E kiarn hai Pane Ki Khushi Aur hai Khone Ka Ghum, Kaise Kahe kiran apse Ki Kaise Hai Hum, Bas kiran aap itna Samajha lena ki , Kal Bhi Akele The, Aur Aaj Bhi Akele Hai Hum. Kiran . . . . . My love kiran

Pyar k aage jindagi kurban hai ye har aashiq ka gurur hai pyar to har aashiq ka majhab hai isi lie to taj mumtaj ke liee bana hai

yu to har koi apne gf se mil lete hai par tum btaao tum apne is aashiq ka kya karoge jo tumko real to 6odo sapne me bhi nhi mil pata

Meri Chahat Ko Chahe Musibat Kehna, Apni Nazar Ko Mere Liye Nafrat Kehna, Par Akele Me Jab Ansoo Bhari Aankhe Meri Yaad Dilaye, To Jaan Use Meri Mohabbat Kehna.

Unke Chehre Ko Ankhon Se Hata Sakte Nahi Dil Ki Betaabi Unhe Dikha Sakte Nahi Kitni Dilchasp Hai Ye Mohabbat Ki Majburiyan Samne Manzil Hai Aur Kadam Bada Sakte Nahi..!

Bas Itna Pata Hai Ki Aajkal Mera Dil Lapata Hai..!

Tuje dil se juda kbhi hone nA denge Tuje nind b aaye to sone nA denge Teri muskan hme itni pyari hai k Hm mar b gye to tuje rone nA denge.

Woh karte hai baat ishq ki, Par ishq ke dard ka unhe ehsas nahi, Ishq woh chand hai jo dikhta hai sab ko, Par usse pana sab ke bas ka kaam nahi ,

I love you- I love you All that I want to say It is my vision in the night, My dreaming in the day light.

Naam uska likh kar mita raha tha main, dil ko apne yu bahla raha tha main, na thi jisko mere pyar ki kadar ae dosto, ittefaq se usi ko chah raha tha main, usi diye ne jala diya mere hanth ko, jisko hawa se bacha raha tha main, dosto mohbbat ek ittefaq h isme kewal nafrat ke siwa kuch hasil nahi hota.