Skip to content
ShayariBooksA home for words.
Words for every feeling

Latest Shayari

A little shayari, a little reflection. Read words shared from the heart.

Share your writing ↗
6,861 piecesLatest published writing · Page 66
Dard Bhari Shayari
Truth Of Life in Hindi - Truth no 1 – Maa ke siwa koyi wafadaar nahi Truth no 2 – Gareeb ka koyi dost nahi Truth no 3 – Log achi seerat ko nahi achi surat ko tarjeeh dete hain Truth no 4 – Izzat sirf paise ki hain insaan ki nahi Truth no 5 – Insaan jis shakhs k liye dil se mukhlis ho wahi shakhs dukh dard deta hain
Dard Bhari Shayari
Char Dino Ki Chahat Mein Umar Bhar Ka Intezar Hai, Mohabbat Ek Aisi Majburi Hai Jisme Sab Lachar Hain, Juda Nahi Kar Sakti Ab Maut Bhi Mujhe Teri Yaadon Se, Aur Ek Zindagi Hai Jo Har Pal Tere Liye Beqarar Hai…
Dard Bhari Shayari
Kore Kagaj Ki Tarah, Meri Zindagi Veeran Hai, Gham Ki Duniya Mein Yaaro, Gham Hi Meri Pahchan Hai, Khud Gham Sada Hoke Bhi, Karta Hai, Khush Logon Ko, Sach Toh Yeh Hai Sanam, Ki Dard Hi Jaan Hai….
Dard Bhari Shayari
Teri Yaadon Ne Bakhse The, Jo Aansu Meri Aankhon Ko, Mohabbat Se Unhein, Hai Maine Palkon Pe Saja Rakha, Jara Socho, Mera Kaatil, Tumhe Har Sakhas Kahta Hai, Hai Apna Jurm Peshani Pe, Kyu Toone Laga Rakha, Mere Liye Jeena Yeh Saja Ho Gaya, Yaar Mera Mujhse Juda Ho Gaya….
Sad Shayari
Har Sagar Ke Do Kinare Hote Hain, Kuchh Log Jaan Se Bhi Pyare Hote Hain, Yeh Jaruri Nahin Ke Har Koi Pass Ho, Kyonki Zindagi Mein Yaado Ke Bhi Sahare Hote Hain…

Your voice belongs here.

Share a thought, a poem or a story with the community.

Start writing ↗