Skip to content
ShayariBooksA home for words.
Words for every feeling

Latest Shayari

A little shayari, a little reflection. Read words shared from the heart.

Share your writing ↗
6,861 piecesLatest published writing · Page 67
Love Shayari
Ashqon Ke Rang To Mere Aaj Bhi Feekey Hain, Tanhai Mein Bhi Jiney Key Kuch Tareekey Hain, Eik Waqt Aisa Nahi Hota Ke Bhool Jaayen Tujhe, Bas Muskaraney Ke Bahane Maine Bhi Seekhey Hain, Hamney To Andheron Me Jalney Ki Kasam Khayi Hai, Aur Harwaqt Teri Yaadon Ke Ujalon Me Bhi Bheegey Hain, Ek Tum Hi To Kahin Nahi Jaatey Merey Dil Se Nikal Kar, Pehle Tum Aatey Ho Dil Mein, Aur Dhadkane Peeche Hain…
Love Shayari
एक अजीब सी दौड़ है ये ज़िन्दगी, जीत जाओ तो कई अपने पीछे छूट जाते हैं, और हार जाओ तो अपने ही पीछे छोड़ जाते हैं।
Love Shayari
Sweetheart! u r so beautiful, my love 4u will always b true, here’s a wish 4 my darling.. may all your dreams come true I wish u a very happy birthday. with lots of love and kisses.. from a heart that beats.. just 4 you.......
Love Shayari
To jhuka jhuka k nazar kion milayee jati hay, Banaa banaa k tamanna mitayee jaati hay, Tarah tarah say wafa aazmayee jaati hay, Hijaab un ko meri mohabbat ka aitbar nahin, To jhuka jhuka k nazar kion milayee jaati hay, Hamaray dil ka pata wo hamain nahin daitay Hamari chiz hum hi say chupai jaati hay, Saqi, Doori-e-manzil say naa-umid na hoo Manzil ab bus aa hi jaati hay
Love Shayari
Fiza Mein Mehakti Saam Ho Tum.... Pyaar Mein Jhalakta Jaam Ho Tum.... Sine Mein Chupaye Phirte Hain Hum Yaadein Tumhari... Isliye Meri Zindagi Ka Dusra Naam Ho Tum...

Your voice belongs here.

Share a thought, a poem or a story with the community.

Start writing ↗