Latest Shayari

Dil Me Mohbbat Hai Tumhari, Ankhon Me Khawab Hain Tumhare, Koi Nahi Lagta Zindagi Me Apna, Ab Jeena Hai Bus Tumhare Sahare, Tum Hamare Nahi Toh Kya Huwaa Teri Yaade To Hai.!!

Mere Honton Par Tera Naam Ab Bhi Hai Bhale Hi Cheen Li Tumne Muskurahat Hamari..!

Humse Milo To Zara Soch Ke Milna Hum Dilme Bas Gaye To Kisi Aur Ka Hone Nahi Denge..!

Hoti nahi mohabbat surat se Mohabbat to dil se hoti hain. Surat unki khud hi pyari lgti hai Kadar jinki dil mein hoti hain.

Pyaar Karne Ka Hunar Hamein Nahi Aata, Isliye Pyaar Ki Baazi Hum Haar Gaye, Hamari Zindagi Se UnHe Bahot Pyaar Tha, Shayad Isiliye Wo Hamein Zinda hote hue bhi Maar Gaye....

Hasrat hai sirf tumhe pane ki, aur koi khawahish nahi is Dewane ki, shikwa mujhe tumse nahi khuda se hai, kya zarurat thi tumhe itna khuubsurat bananeki..

Na koi kisi se dur hota hai, Na koi kisi ke karib hota hai, Pyar khud chal kar aata hai, Jab koi kisi ka nasib hota hai...

jb subh subh uski yad aye.... Rat m uska chehra dykne ko man chahe.... Uski udasi tumko udas kr jaye.... Uski ak muskan se tum kus ho jao.....hmesa uske sat k liye tadap jao... To smjhna dosto.... Aap mohbbat ki duniya k bhut karib ho

madine ko jayen jee chahata hai muqaddar banayen jee chahata hai madine ke aaka do aalam ke maula tere pas aayen jee chahata hai jahan donon aalam hain mahar-e-tamanna vahan sar jhukayen jee chahata hai muhammad ke baten muhammed ke sirat sune aur sunayen jee chahata hai

Zndgi Ke Roop Me Do Ghoont Mile Ek Tere Ishq Ka Pi Chuke Hain Dusra Teri Judai Ka Pi Rahe Hain..!

Wat makes some people dearer is not just de Wat makes some people dearer isnot just de happiness dat u feel when u meet them but de pain u feel when u miss them.. MISS U........

Har Pal Haske Jiya Karte Hain Tumse Dil Ki Har Baat Kiya Karte Hain Tum Khas Ho Humare Liye

Maana K Mujhse Wo Khafa Rahe Honge; Ho Sakta Hai Wo Mujhe Aazma Rahe Honge; Hum Utni Hi Shiddat Se Yad Karenge Unhe; Jitni Shiddat Se Wo Hame Bhula Rahe Honge...

Rub kre apko judai na mile. Kbhi tnhai na mile Mujhe sms na kro to kash aisa ho. Mousam ho srdi ka aur tumhe rjai na mile

LOVE Is Like Iodex (Ohh,Aah,Auch Dur Bhagaye) LOVE Is Like Airtel (Express Yourself) LOVE Is Like Pepsi (Ye Dil Mange More) LOVE Is Like Nokia (Connecting People) LOVE Is Like Samsung (Everyone Is Invited) LOVE Is Like Nike (Just Do It) LOVE Is Like Chocolate (Itne Se Mera Kya Hoga)