Skip to content
ShayariBooksA home for words.
Words for every feeling

Love Shayari

A little shayari, a little reflection. Read words shared from the heart.

Share your writing ↗
1,332 piecesLatest published writing · Page 5
Love Shayari
Kas, kas ke koi aisa hota jo kahta dear i hate your tear jo kahta tere aansu mere seene mai khanjar ki tarah chubhtey hai jo kahta ji ki teri dhadkano mai main saans leti hun jo kahta ki tere chahre pe udasi achchhi nahi lagti jo kahta ke tere bin mai rah nahi sakti jo kahta ke meri zindgi mai bas tm ho jo kahta ke teri khusi mai main khush hun jo kahta ki tujhe har pal yaad karti hun jo kahta ki haan pagle mai sirf tujhse aur tujh hi se pyar karti hun. .
Love Shayari
Dil Me Dil K Zajbaato Ko Chupana Nahi Chahiye, Dil Se Dil Ki Doori Ko Badhana Nahi Chahiye, Agar Aapke Dil Me Koi Or Hai, To Dil Me Lagi Us Aag Ko Bujana Nahi Chahiye..
Love Shayari
तुझे भूलकर भी ना भूल पायेँगे हम, बस यही एक वादा निभा पायेँगे हम, मिटा देँगे खुद को भी जहाँ से लेकिन, तेरा नाम दिल से न मिटा पायेँगे हम।
Love Shayari
Meri Masoom Mohabbat Ki Ghawahi Na Maang,, Meri Palkon Pe Sitaron Ne Ibadat Ki Hai,,, Teri Masoom Nighahon Ke Taqaddus Ki Kasam,,, DiL Ne Kya Ruuh Ne Bhi tujhse mohabbat ki hai
Love Shayari
Aapke hone se hamaari khushi judi huyi hain Aapki aankho se hamari roshni judi hui hain Mat karna dur apne hotho se ye muskurahat Aapki in hansi se hamari zindagi judi hui hain
Love Shayari
Aye Ajnaabi.. Na Jaane Kyu Aapse Baat Karna Accha Lagta Hai.. Na Jaane Kyu Aapse Pyar Karne Ka Mann Karta Hai.. Shayed Mere Dil Ko Aapse Pyar Ho Gaya Hai.. Par Na Jaane Kyu Izhaar Karne Se Darr Lagta Hai..by arun deewana
Love Shayari
जब तनहाई में आपकी याद आती है, होठों पे एक ही फरियाद आती है, खुदा आपको हर खुशी दे, क्यों कि आज भी हमारी हर खुशी, आपकी खुशी के बाद आती है.

Your voice belongs here.

Share a thought, a poem or a story with the community.

Start writing ↗