Skip to content
ShayariBooksA home for words.
Words for every feeling

Love Shayari

A little shayari, a little reflection. Read words shared from the heart.

Share your writing ↗
1,332 piecesLatest published writing · Page 7
Love Shayari
Fizao ka mausam jane par, baharo ka mausam aaya, Gulab se gulab ka rang tere gaalo par aaya. Tere naino ne kaali ghata ka kajal lagaya, Javani jo tum pr chadi to nasha meri ankho me aaya.
Love Shayari
Teri saadgi ko nihaarne ka dil karta hain, Tamaam umr tere naam karne ka dil karta hai Ek mukammal shayari hain tu kudrat ki, Tuje ghazal banake juban pe lane ka dil krta hai
Love Shayari
कभी किसी से प्यार मत करना! हो जाये तो इंकार मत करना! चल सको तो चलना उस राह पर! वरना किसी की ज़िन्दगी ख़राब मत करना!
Love Shayari
Nazren Na Hoti To Nazaara Na Hota, Duniya Main Hasino Ka Guzara Na Hota, Hamse Yeh Mat Kaho Ke Dil Lagana Chhod De, Jaake Khuda Se Kaho Ke Haseeno Ko Banaana Chhod De.
Love Shayari
Shaam Dhalte Hi Palke Bheegona Chod Diya, Uske Yaad Me Gunguna Chod Diya, Bewajha Muskurana Chod Diya, Ab To Itne Nafrat Ho Gyi Muhbat Ke Naam Se.. Apna Rootha Dil Ko Bhi Manaana Chod Diya..!
Love Shayari
Kissi Pathar Mein Moorat Hai Aur Koyi Patthar Ki Moorat Hai Dekha Hai Humne, Duniya Khubsoorat Hai Kuchh Bhi Soche Yeh Zamana Magar Mujhe Teri Zaroorat Hai Tujhe Meri Zaroorat Hai.
Love Shayari
Is Qadar Ehsason Ki Shamma Jalti Rahi Ki Saari Raat Teri Yaad Mein, Dhalti Rahi, Raat Bhar Behti Rahi Soch Ke Sagar Mein, Tu Aur Koi Hasrat Si Jaise Dil Mein,Palti Rahi !!

Your voice belongs here.

Share a thought, a poem or a story with the community.

Start writing ↗