Apki yado k bina,
Ek pal nhi rahena.
Apse dur rehne ka dard nhi sehna,
Apko sirf ek lafz me hi kehna mujhe apne dil se kabi alvida na kehna.
Words for every feeling
Share your writing ↗Love Shayari
A little shayari, a little reflection. Read words shared from the heart.
kisi ke vade pr zindagi tabah kr baithe,
diwangi mai ye kaisa gunah kr baithe.
ek chand ki arju k liye,
sare taro ki mohabat fanah kr baithe.
haqiqat ho ap kaise tumhe sapna kahu,
apke hr dard ko ab mai apna kahu
sb kuch kurban hai meri jaan tujh pr.
kaun hai tere siva jise mai apna kahu.
mujhe in patharo ka dar na hota,
agr shishe ka mera ghar na hota
yaqinan hm bhi khelte pyar ki baji
agr dil tutne ka dar na hota.
Agr wo apni Mohabt Hme banale
hm Unka hr khwab apni palko Pe Sajale
kregi kaise maut hme unse juda
Agr vo hme apni RUH me basale.
उन के देखे से जो आ जाती है मुँह पर रौनक़
वो समझते हैं कि बीमार का हाल अच्छा है
Dil Ka Sheesha Liye Ham Teri Talash Me Hain
Tu Aa Ja Jara PatThar Hi Marne Ke Liye
ये करवटों के सिलसिले कभी खत्म हो न पाएंगे
तेरे बिन हम दिलजले कभी चैन नहीं पाएंगे
कोई गम नही एक तेरी जुदाई के सिवा,
मेरे हिस्से मे क्या आया तन्हाई के सिवा,
मिलन की रातें मिली, यूँ तो बेशुमार,
प्यार मे सबकुछ मिला शहनाई के सिवा..
2. परवाह नही चाहे जमाना कितना भी खिलाफ हो,
चलुंगा उसी राह पर जो सीधी और साफ हो..
3.वो प्यार भी किस काम का जिसमें हर बात,
को यकीन दिलाने के लिए कसम खानी पढ़े..
Aye Yaar Sun Yaari Teri Mujhe Zindagi Se Bhi Pyaari Hai;
Jawab Hi Nahi Hamara Kahin Badi Khoob Jodi Hamari Hai!
Tannha Rehna To Seekh Liya Humne;
Par Khush Na Kabhi Reh Payenge;
Teri Doori To Phir Bhi Seh Leta Hai Ye Dil;
Par Teri Mohabbat Ke Bin Na Jee Payenge!
Naa Jaane Kis Hunar Ko Shayari Kehte Ho Tum;
Hum To Woh Likhte Hain Jo Tumse Keh Nahi Paate!
Maine Kabhi Ek Chand Ko Pana Chaha Tha;
Us Door Akash Ke Ek Sitare Ko Gale Lagana Chaha Tha;
In Namumkin Si Cheezon Ko Main Mumkin Banane Chala Tha;
Jane Kyon Us Din Main Kisi Se Dil Lagane Ko Chala Tha!
Ishq ne hame benaam kar diya,
har khushi se hame anjaan kar diya,
hamne to kabhi nahi chaha ke hame bhi mohabbat ho,
Lekin aap ki ek nazar ne hame nilaam kar diya…
Your voice belongs here.
Share a thought, a poem or a story with the community.
Start writing ↗