Kaise Kahu Ki Apna Banalo Hame; Bahon Me Apni Sama Lo Hame; Aj Himmat Kark Kehte Hai; Hum Tumhare Hai Ab Tum Hi Sambhalo Hame...
मोहब्बत भी चाहते हो और मुक्म्म्ल वफ़ा भी, जनाब.. आप तो धुंए के बादलों से बरसात माँग रहे हो...!
Wo Royegi Meri Maiyat Par MuJh Se is Tarha Lipat Kar, Aey Dosto, Agr Ye PehLe Pata Hota To Kab Ke Mar Gye Hote.
Khafa Hone Se Pehle Khata Bata Dena, Rulane Se Pehle Hasna Sikha Dena, Agar Jana Ho Kabhi Hum Se Door Aap Ko, To Pehle Bina Saans Liye Jeena Sikha Dena.
Mai Khwaab Koi Sajaau To Kiske Liye.. Dil Ki Dunia Basaau To Kiske Liye.. Khwaab Toot Gaye Sare Sajne Se Pehle.. Dunia Ujaad Gayi Meri Basne Se Pehle..!
Fizao Ka Mausam Jaane Ke Baad Baharo Ka Mausam Aaya, Gulab Se Gulab Ka Rang Tere Gaalon Par Aaya, Tere Naino Ne Kaali Ghata Ka Jab Kajal Lagaya, Jawani Jo Tum Par Aayi To Nasha Meri Aankhon Mein Aaya.
Toot Jayega Tera Guroor Us Din Jab Honge Hum Bhi Kisi Aur Ke Saath..!
मोहब्बत भी उस मोड़ पे पहुँच चुकी है, कि अब उसको प्यार से भी मेसेज करो,तो वो पूछती है.. कितनी पी है ....??
Zaroori toh nahi jo khushi de usi se pyar ho.. Kyunki.. Sacchi Mohabbat toh aksar dil todne wale se hi hoti hai...!!
Jism Aur Jaan Juda Ho Gaye Aaj, Vo Mehendi Ke Rang Mein Kho Gaye Aaj, Hamne Chaha Jise Siddhat Se, Vo Umar Bhar ke liye Kisi Aur Ke Ho Gaye Aaj…
Me Apke Pyaar Me Kuch Aisa Kar Jaunga, Ban Ke Khushbu Fiza Me Bikhar Jaunga, Bhulna Chaho To Saanso Ko Rok Lena, Saans Loge To Dil Me Utar Jaunga..........:-*:-*:-*
Raasta Aisa Bhi Dushwar Na Tha, Bas Usko Humari Chahat Pe Aitbaar Na Tha, Wohi ChaL Na Saka Humare Sath, Warna Hume To Jaan Dene Se Bhi Inkaar Na Tha.
Dur jane wale ko yad me kya doge. Sone wale ko khwab me kya doge. Hum chahate h apse umar vrki dosti. Batao ab aap jawab me kya doge.
Chalo Chodo Ye Sab Gile Shikwe Aur Takraar Ki Baaten Ye Batao Kal Raat Khwab Me Tum Kyu Nahi Aaye..!
Gar Wo Mujhe Rakhe Apne Dil Me Dharkan Ki Tarah.. To Mai Bhi Apni Aankh Ka Kaajal Bana Loon Use.. Mai Chaahu Wo Sirf Mera Hi Rahe.. Wo Bhi Apni Mohabbat Ka Qaidi Bana Le Mujhe..!
Shivam is offline
Deepak is offline
Rashmi is offline
Anuj is offline
Unknown is offline
Radhe is offline
Sachin is offline
Mannu is offline
Jesusimign is offline
nitin is offline
Tyreke is offline
ArtumK is offline
R.K. is offline
Terimeri is offline
Please Login or Sign Up to write your book.