"मोहब्बत से रिहा होना ज़रूरी हो गया है, मेरा तुझसे जुदा होना ज़रूरी हो गया है, वफ़ा के तजुर्बे करते हुए तो उम्र गुजरी, ज़रा सा बेवफा होना ज़रूरी हो गया है."
Woh karte hai baat ishq ki, Par ishq ke dard ka unhe ehsas nahi, Ishq woh chand hai jo dikhta hai sab ko, Par usse pana sab ke bas ka kaam nahi
Hadse Kiya Kiya Teri Hadse Kiya Kiya Teri Be Rukhi Se Ho Gaye Sari Dunya Ke Liye Hum Ajnabi Se Ho Gaye
Shan Se Hum Tere DiL Me Rahenge; Teri Mohabbat Pe JAAN Nisar Karenge; Dekh Ke JALEGI Humse Duniya Sari; Is Khadar BE-PANAH Tujhe Pyar Karenge...
Hamari rooh me na samaye hote to bhool jate unhe Itna kareeb na aaye hote to bhool jate unhe., Ye kahtey hue ki mera talluk nahin tumse koi, Ankhon mein aansu na aaye hote to bhul jate unhe.
Kisi kee yaad dil mein aaj bhi hain, Bhool gaye wo magar pyaar aaj bhi hain, Hm khush rehne ka dawa to krte h magar, Unki yaad mein behte aansu aaj bhi hain.
Kitna Pyar Hai Unse Kash Wo Jaan Le, Wo He Hai Zindagi Mere Ye Baat Maan Le, Unko Dene Ke Liye Kuch Nhi Mere Paas, Bas Ek Jaan Hai Jab Jee Chahe Maang Le!
Laboon Pe Tabassum,Aankhoon Mein Rawani Dillon Mein Kurbat,Chehre Pe Nadani Bahut Khubsurat Se Hai Jo Ek Kahani Mohabbat Yahi Hai,Sab Iski Nishani Fasana Nahi Hai Hai Dastaan Suhani Rafqat Din-Ba-Din Badti Na Hoti Purani Kar De Khushnuma Jo Yeah Zindagani Bahut Khubsurat Se Hai Yeah Kahani
Jana kaha tha aur kaha aa gaye ,Duniya me bankar mehman aa gaye Abhi PYAARYAAR ki kitaab kholi hi thi Aur na jane kitne imtehaan aa gaye.....!
Dil ye mera Tumse Pyar karna0 chahta hain Apni Mohabbat ka izhaar karna chahta hai Dekha hain jab se Tumhe aye mere Sanam Sirf tumhara hi Dedaar karne ko dil chahta hai...
तेरी याद में आँखे भिगो लू, उदास रात की तन्हाई में सो लू, अकेले गम का बोझ अब संभलता नहीं, तू मिल जाये तो तुझसे लिपट कर रो लू.
Kisi Ko Yaad Nahi Aati Koi Yado Me Rota Hai, Kisi Ko Need Nahi Aati Koi Raat Din Sota Hai, Sazaa Hamesa Ek Ko Hi Kyon Milti Hai, Jabki Kasoor To Ek Ka Nahi Dono Ka Hota Hai.
Ye Jo Tumhara Palat Kar Dekhna Fir Achanak Se Nazren Ghuma Lena Bhi Hit And Run Ka Case Hai..!
Waqt Ke Mod Pe Aisa Waqt Aaya Hai, Zakhm Dil Ka Zubaan Par Aaya Hai, Na Roote Thay Hum Kabi Kaanton Ki Chubhan Se, Par Aaj Na Jane Kyu Phoolo Ki Khusboo Se Roona Aaya Hai!
Tu Nahi To Zindagi Mein Kya Reh Jayega, Door Tak Tanhaiyo Ka Silsila Reh Jayega, Har Kadam Pe Sath Chalna Ae Dost, Warna Tera Ye Dost Tanha Reh Jayega.
armaan is offline
Suraj is offline
Pranay is offline
adeeba is offline
Hindwi is offline
prabej is offline
Ishita is offline
Avi is offline
Pankaj is offline
Gagan is offline
Rakhi is offline
Vidyasagar is offline
Abhishek is offline
Vivek is offline
Alok is offline
Please Login or Sign Up to write your book.