Bas saans chal rahi hai aise Main mara bhi nahi hoon aur main zinda bhi nahi hoon jaise
Ahsaas hi agar mar Jaye Toh phir kya nazdikiyan Aur kya duriyaan
Main apne maashre mein Bahot badnaam hoon Kyunki main ek Bekhauff insaan hoon
Gahri chot se patthar toot jate hai Toh phir insaan ki kya hasti hai
Tumhare shaher ki chhaanv mein jab Itni tapish hai Tab dhoop mein kitni Agan hogi
Hum jinki aahat par bhi chauk jate hai Woh hamari dastak ko Bhi nazaar andaaz karte hai
Baat bigadti ja rahi hai Woh rang badalti ja rahi hai Dhire dhire aahista aahista Jism se jaan nikalti ja rahi hai
Main duniya se duniyadari se Dur hi rahta hoon Main dosti yaari se Dur hi rahta hoon
Saans hai tab tak ummid hai Aas hai Kal to woh aayege milne Aisa ek kayaas hai Aisi muddaton ki pyaas hai
Khudi ko kya buland karega Kisi ki awqaat hi kya hai Ke khuda khud bande se puche Kabhi Ke bata teri razaa kya hai
Khudi ko kar rahem Dil itna Ke har mehfil mein aakar Khuda bande se khud kahe Ke tuhi mera nek banda hai
Na koi shikayat ki na fariyaad ki Woh chup chaap mehfil se uthkar chal gaya
Woh shaher kaisa shaher Jis shaher mein dar shaher ke Bashindon ko lagta hai Tum agar murda ho to phir Dar kis baat ka agar zinda ho to zindon ko dar Zindon se lagta hai
Dar to darindon ko bhi lagta hai Ghar to parindon ko bhi lagta hai
Har chiz ko sambhaal Har chiz ki zarurat padti hai Jab tak zinda hai
Sunidhi is offline
Mo is offline
ScoRuic is offline
ANIL is offline
Jesmoiste is offline
vhim is offline
Sundar is offline
imran is offline
Toskneeme is offline
Monu is offline
suman is offline
Tushar is offline
sanjay is offline
indrajeet is offline
Akhilesh yadav is offline
Please Login or Sign Up to write your book.