Inspirational Shayari

Unke dil ke kayin shauk hai Tujhe tadpana bhi unke shauk mein shaamil hai

तू इंतज़ार करने की आदत डाल दे उन्हें वादा करके भूल जाने का शौक है

Ye jag ek maya jaal hai Har din ek naya din hai Har din ek naya bawaal hai

Har ek guzar te lamhe ke saath Guzra hua waqt yaad aata hai

Tujh se bichad ne ka jo ahsaas hota hai Woh ahsaas bada khaas hota hai

Main zinda hoon aise Jaise mara hoon Yaadon mein dooba hoon Yaadon mein ghira hoon

Mat yaad dila uss guzare zamane ki Unn bichde logo ki Uss dil dewaane ki Uss mausam suhane ki Ye yaad wajah na ban jaye Kahin maut ke aane ki

Manzil pe agar paochunga mere dost Toh sab bichde yaar milege

Mazil pe agar paochunga mere dost Toh sab bichde yaar milege

Dushman se doh doh haath kar ke aayaa hoon Main haar ke aayaa hoon toh kya hua main ladke aayaa hoon

Jab koi chiz gandi ho jaati hai Toh ussey paani se saaf kiya jaata hai Magar jab paani ganda ho jaata hai Toh ussey phek diya jaata hai

Jaise mutthi se rett phisalti jati hai Ek ek guzar te din ke saath Umr ghat ti jati hai

Duniya ko chhodte waqt jo dard hota hoga Uss dard ko bas wohi samajh sakta hoga Jo maut ke karib hota hoga

Main ek banjaara hoon Main badal awaara hoon Main bhi kisi ke dil ka tukda Main bhi kisi ki aankh ka tara hoon

Ab to aaina bhi jhoot bolta hai Zaher ko amrit Amrit ko zaher bolta hai