Inspirational Shayari

Safar zindagi ka tanha tanha hai Chaaron taraf mela hi mela hai Itni sari bheed mein bhi insaan Akela Akela hai

Teri talaash karte karte main thak haar gaya Tujh par aitbaar karna mujhe jeete ji maar gaya

Kaun jagega kise jaga rahe ho Koi soya hoga to jagega na Yahaan sab mar chuke hai Yahaan sab murda dil hai

Tum hamare dil mein makaam kar lo Hum tumhare dil mein padaav karte hai Dono mil kar saath manzil ki talash karte hai

Waqt badlte hi nazre badal jate hai Daulat ka khel hai Nazaare badal jate hai

Waise to har aurat khubsurat hoti hai Chahe thodi kam thodi zyada khubsurat ho Par puri imaandar honi chahiye Zindagi chahe thodi aisi thodi waisi ho Par maut badi shaandar honi chahiye

Koi mushrik ho ya kafir ho kisi ko issey kya matlab Har koi apne apne girebaan mein jhank kar kyun nahi dekhta Ke kitna andhera hai dil mein

Makin tera ji iss liye ghabra raha hai makan mein Ke tu dilo dimaag ke khidki darwaaze bandh kar ke bhaitha hua hai

Munafikat itni badhi hai shaher o shaher mein Adami saans le raha hai fiza a zaher mein

मुनाफ़िक़ो ने इंतेहा कर रखी है सच्चाई के चहरे पर सियाही पोत कर झूठों के सर पर ताज पहना रखा है

Na kabhi sharaab pi na kabhi nasha kiya Teri nigahon se jo pi thi kabhi bas ussi se kaam chal raha hai

Hua karti thi kabhi mohabbat kisi se Par ab woh jazba Woh hausla nahi raha

Sharab pini chhod di Mohammad Aur kafiron ke Khoon ke pyaase ho gaye

Uska kaisa swabhav hai kya chakkar hai Ye sab soch kar tu kyun ho ta hai sangin Jitna pyaar milta hai usko naseeb samajh Chup chaap aam khate rah guthli mat gin

Pyaar mein agar sukh pana chahta hai toh ashiq nahi khiladi ban Pyaar bharpur pana hai to uske samne chalak nahi anadi ban