हम लिखते लिखते बेकार हो गए,
लोग पढ़ते पढ़ते समझदार हो गए...✍️
~~भाई का छोटा भाई~
Words for every feeling
Share your writing ↗Latest Shayari
A little shayari, a little reflection. Read words shared from the heart.
Kya saadgi hai
kya masumiyat hai
Issey banaaye rakhiye
janaab
Aaj kal iss ki badi killat hai
Aap ne jitna pyaar diya
Hame wohi kafi hai
Hum par woh bhi ek aap ka
Bohot bada ahsaan hi to hai
Koi andar hi andar
Toot kar bikhar jata hai
Par logo ke liye
Upar hi upar se muskurata hai
Kya zameer hai
Kya hai imaan dharam
Sab adami fitur hai
Sab hai adami ka bharam
खुद कमाने लगे तो शौक खुद ही कम हो गए ,
पापा कमाते थे तो जहाज़ भी लेने का मन करता था....✍️
~~भाई का छोटा भाई~
*#दुष्कर्म_सीधी*
बेशर्म हो गई दुनिया
यहां सारे हैवान बैठे है ,
इंसान के भेष में निलज्ज सैतान बैठे है ,
विन्घ क्षेत्र को ये कर दिए बदनाम ,
इन कुत्तों को गोली मार दो सरेआम....✍️?
~~भाई का छोटा भाई~
Dil bhi kuch iss tarha se toota
Ke phir jud na saka
Jaise sukha hua phool
Phir khil na saka
Woh samajhte hai
Ke woh humko samajhte hai
Hum samajhte hai ke hum ko
To hum bhi nahi samajh paye
Phir woh hum ko kahaan se samjhege
Ek arsey se hum
unke muntazir rahe
Jab ke hamare bhi
kayin muntazar the
Bas saans chal rahi hai aise
Main mara bhi nahi hoon aur
main zinda bhi nahi hoon jaise
Ahsaas hi agar mar Jaye
Toh phir kya nazdikiyan
Aur kya duriyaan
Main apne maashre mein
Bahot badnaam hoon
Kyunki main ek
Bekhauff insaan hoon
Gahri chot se
patthar toot jate hai
Toh phir insaan
ki kya hasti hai
Tumhare shaher ki
chhaanv mein jab
Itni tapish hai
Tab dhoop mein kitni
Agan hogi
Your voice belongs here.
Share a thought, a poem or a story with the community.
Start writing ↗