Guzra huaa zamana
Jab jab bhi yaad aata hai
Dil ko dahla kar jaata hai
Words for every feeling
Share your writing ↗Latest Shayari
A little shayari, a little reflection. Read words shared from the heart.
Dukh ki yaadein ho ya
Sukh ki yaadein ho
Guzri hui yaadein jab bhi aati hai
Dil ko taklif hi deti hai
Sukh mein thaher ta nahi hai
Dukh mein kat ta nahi hai
Waqt adami ke hisaab se
Kabhi chalta nahi hai
जीने के आरजू में मरे जा रहे है लोग,
और मरने के आरजू में जिया जा रहा हु मेै.... ✍️
~~भाई का छोटा भाई~
Kaun insaaniyat ka
Dagabaaz tha woh
Jo jannat ki Haqeeqat
Jaanta tha
Haqiqat kya hai
Kaun jaanta hai
Kaun jaanta hai
Haqiqat kya hai
Ye duniya bekar jagaah hai
Aye dil
Issey moh maya mat rakh
Uss ki yaadon
ka ek jhoka
Meri viraan si zindagi ko
Gulo gulzaar kar deta hai
Ussey pata hi nahi hai
Ke chhup chhup kar
Koi uss se
kitna pyaar karta hai
Woh dil ki
ek baat batane ke liye
Mera dil aaj bhi
Tera intezar karta hai
Tujhe jo bhi mile
meri tarha pyaar
karnewalla hi mile
Par tere baad mujhe
koi tere jaisa na mile
Mera dil bas ab yehi
duaa yaar karta hai
Ye mohabbat hai
ya bharam hai kya hai
Main jahaan bhi dekhta hoon
Mujhe tera chahra nazar aata hai
Kareeb jana hai to baat karni padegi
Pyaar jatana padega
Yun dur rahne se aur khamoshi se
Faasley aur badhege
Aye mere yaar
Aye mere jaan ke raqeeb
Meri barbadi ki khatir
Tu ne azmaai kaisi kaisi tarqeeb
कोसिस तो दोस्ती की कीथी मगर इश्क़ का मामला हो गया एक भोला भला सावला सा लड़का मुझसे मिला और मेरी मोहोब्बत में वाबला हो गया
Your voice belongs here.
Share a thought, a poem or a story with the community.
Start writing ↗