Duniya itni zalim hogi pata nahi tha
Main bachcha tha anjaan hi toh tha
Bachpan mein main nadan hi toh tha
Words for every feeling
Share your writing ↗Latest Shayari
A little shayari, a little reflection. Read words shared from the heart.
Mungi makkhi machchar ka bhi
Wajud hai duniya mein
Baap apne bachchon ko dikhata hai
Ke dekhon bachchon ye hai mungi
makkhi machchar
Magar ishwar allaah god kahaan se dikhayega unka jab koi wajud
koi astitva hi nahi hai
Woh toh bas sirf naam hi ke hai
Woh bigad gayi
Toh bigad ti hi gayi
Zindagi aise hi
Guzar ti gayi
मातृभाषा है अपनी हिन्दी,
हिंदी को अपने व्यवहार में लाएं ,
विश्व हिंदी दिवस की हार्दिक शुभकामनाएं.....✍️
~~भाई का छोटा भाई~
Jab tera
Jane ka waqt ayega
Tab tujhe jane se kaun
Rok payega
कल दोस्त *(Neeraj)* बोला तेरा इतना दुख दर्द देख कर मुझसे रहा नहीं जाता ,
एे मेरे दोस्त तू जिंदा किसलिए है मर क्यू नहीं जाता.....✍️
~~भाई का छोटा भाई~
Jiska number aagaya
Phir usko aaney se bhi
koi nahi rok sakta hai aur
jaane se bhi koi nahi rok sakta hai
Chal uth kar khada ho jaa
Mayus kyun bhaitha hai
Tere uthne mein hi teri hasti hai
Tere uthne mein hi teri kahani hai
Ek waqt tha ek adami
hazaar kaam ka adami tha
Aaj wohi ek adami
ek kaam tak ka bhi nahi raha
?जिस्म की खुशबू तो
भेड़िये भी सूंघ लेते है
और जिस्म को नोच डालते है
काश कोई ऐसा मिले जो
हमारे दिल की महक से
खींचा चला आये
जिस्म नोचने की जगह
हमारी बिखरी ज़िंदगी सवार जाए❤
Ishwar Allaah God ka toh pata nahi ke
Zindagi mein kabhi zarurat par kaam
Aaye ho ya nahi
Par adami ke paas agar daulat ho toh daulat waqt par zaroor kaam aati hai
Maa baap ne shahzade ki
tarha khila pila kar paal pos
Kar ussey bada kiya
Par woh to shaadi hote hi
Aurat ka gulaam ho gaya
इतना अकेलापन ,
सांस भी लेता हूं तो शोर लगता है....✍️
~~भाई का छोटा भाई~
*#जिन्दा लाश*
सुबह होती है भाभी
लेकिन नहीं होती शाम है,
आपको क्या लगता है
मोबाइल चलाने के आलावा
मेरे पास और कोई नहीं काम है....✍️
~~भाई का छोटा भाई~
एक चाय दो कप में बांट कर ,
मैं अकेला खुश नही हू ,
इस तरह जिंदगी काट कर....✍️
~~भाई का छोटा भाई~
Your voice belongs here.
Share a thought, a poem or a story with the community.
Start writing ↗