Pagal ho gaya hoon main
hairan ho gaya hoon main
Aye khuda tere naam se
pareshan ho gaya hoon main
Words for every feeling
Share your writing ↗Latest Shayari
A little shayari, a little reflection. Read words shared from the heart.
Maut se gila nahi hai
Zindagi se kuch mila nahi hai
Mandir mein katha sunata hai masjid mein bayan karata hai
Aur raaste par lakar bhai ko bhai se ladata hai aur khud ko khuda kahlata hai
Zalimon ko gaddi par bitha hai
Aur peeron aur fakiron ko dar dar bhatkata।hai
Zalimon ko gaddi par bitha ta hai
Peeron aur fakiron ko dar dar a hai
Amiron par khazane lootata hai
Garibon ko angutha dikha ta hai
Raat to kat gayi din kaise guzrey ga
Zulm karega to kya khoon nahi ublega
Teri duniya se main kya lekar jauga
Main nanga aaya tha main nanga hoon mai nanga hi jauga
Jo mahnat kar ke anaaj ugate hai
Tere farishtey unhe hi bhukha sulate hai
Zindagi se dar bhi jau magar maut se nahi darta
Main janta hoon tu kisi se pyar nahi karta
Tera wajud agar hai toh samne aakar dikha
Tera koi naam hai to dil mein aakar likha
Tujh mein dam hai toh duniya mein ek hi naam se pahchana ja
Warna band karde apna naach gaana
Zalimon ko khoon pilata hai
Gareebon ko bhukha sulata hai
Apne aap ko khuda kahlata hai
Khud ko khush dil aur khush mijaaz kahlata hai
Aur dusron ke maiyat par jake muskurata hai
Ya khuda tu agar mujhe panoti deta hai
Toh main bhi tujhe chunoti data hoon
Your voice belongs here.
Share a thought, a poem or a story with the community.
Start writing ↗