तेरी हर अदा मोहब्बत सी लगती है,
एक पल की जुदाई मुद्दत सी लगती है
पहले नहीं अब सोचने लगे है हम की,
जिंदगी के हर लम्हे में तेरी ज़रूरत सी लगती है.
Words for every feeling
Share your writing ↗Latest Shayari
A little shayari, a little reflection. Read words shared from the heart.
अपनी सांसों में महकता पाया है तुझे,
हर ख्वाब मे बुलाया है तुझे,
क्यू न करे याद तुझ को
जब खुदा ने हमारे लिए बनाया है तुझे.
banda tha kamal ka
naam jiska kalam tha
hara nhi zindagi mein jo
india ki jo shaan tha
one and only APJ Abdul Kalam Azad
khaamiya nikalna band kar ae duniya
kyunki
wajah to jeene ki sirf ek aur sirf ek hoti hai..............
lakh koshish kar le ye duniya
meri aukaat batane ki
meri aukaat sirf mai jaanti hun
duniya to sirf andaaza laga sakti hai...............
kabhi ask rooth jaye to kya karoge
kabhi khaab toot jaye to kya karoge
ye zindagi hai sahab
koi dhokha de jae to kya karoge...............................
Ishita Singh.....
वजह तो नफरतों में तलाक की जाती है,
जो बेवजह हो जाए वो मोहब्बत कहलाती है!
थोड़ा सा इश्क हमें भी कर लेने दो....
सब नेक बन गए तो गुनाह कौन करेगा....
Musalman ro ro kar ghid ghida kar
Khushiyon ki duaa mangta hai
Magar phir bhi zyada tar musalmaan
musibat mein ro ro kar adiyan ragad
ragad kar zindagi guzaar ta hai
FAKEERA THE GREAT
FAKIR BADSHAH SAAB
जिंदगी में कभी किसी कि जरूरत मत बनना क्योंकि बनना है तो किसी कि कमी बनो जरूरत हर कोई पुरी कर सकता है पर
कमी कोई नहीं पुरी कर सकता है।
Woh maullavi mujhe masjid
me aane nahi deta
Woh kahta hai tu sharabi hai
Aur masjid khuda ka ghar hai
Woh nadaan hai woh masjid ko
khuda ka ghar samajh ta hai
Main samajh ta hoon ke sari
Kaynaat hi khuda ki masjid hai
Jahaan chahe namaaz padh
Jahaan chahe sajda kar
Main bhi toh pareshaan hoon
Mujhe bhi kisi kone mein baith
Kar thodi si sharaab piney dena
Aye Namaazi
FAKEERA THE GREAT
FAKIR BADSHAH SAAB
19/09/2020
Haathi zinda hai toh laakh ka
Mar gaya toh sava laakh ka
Insaan zinda hai toh mitti ka
Mar gaya toh khaakh ka
FAKEERA THE GREAT
FAKIR BADSHAAH SAAB
19/09/2020
Tere Aane se
Meri bikhri hui jindagi smbhal gayi?
Tha kya mai phele aur tu ab mujhe kya bnagayi
Na phele kisi ko itna chah ?
Na mai phele kisi le kiya itna tadpa
Door hoke mujh se jitna tu tadpagayi ?
-Shayar Kumar
Happy Bishwakarma
स्वर्ग बनाया था सत्ययुग में,
सोने की लंका बनाई त्रेता युग में,
द्वारका नगरी बनाई द्वापर में, और कलयुग में
भारी से भारी मशीन बनाने में हमारी मदद कर रहे हैं!
अहम की अकड़ ज्यादा चल नहीं सकती, मौत की घड़ी कभी टाल नहीं सकती, लूट की दौलत भले ही जमा कर दो, पाप की कमाई कभी फल नहीं सकती!
Your voice belongs here.
Share a thought, a poem or a story with the community.
Start writing ↗