Koi hamare raaste mein aaye
Kisi ki majaal hai
Raaste mein har jagah bikhara
huaa hamari nazron ka haal hai
FAKEERA
THE FAKIR BADSHAH SAAB
Words for every feeling
Share your writing ↗Latest Shayari
A little shayari, a little reflection. Read words shared from the heart.
Kab tak dusron ke banaye hua
Khudaon ki ibaadat karega
Ek apna khud ka khuda taiyar kar
Aur uski ibaadat kar
FAKEERA
THE FAKIR BADSHAH SAAB
Jahaalat se bahar nikley bina
kuch nahi hoga
Aur hum jahaalat se bahar
Niklege nahi chahe kuch ho jaye
FAKEERA
THE FAKIR BADSHAH SAAB
Woh namaaz mein bhi
rupaye paison ki sochta hai
Usey duniya daari ki fikar hai
Usey bas daulat par hi bharosa hai
Uski zubaan par allaah ka toh yunhi
Zikar hai
FAKEERA
THE FAKIR BADSHAH SAAB
Din katta hai mar mar
Nind nahi aati hai
Raat raat bhar
Aye ishq ye tera asar
FAKEERA
THE FAKIR BADSHAH SAAB
Ghar se masjid
Masjid se gar ke bich mein
Bahot modh aate hai
Adami mar jaye toh
Usey kabristan chodh aate hai
FAKEERA
THE FAKIR BADSHAH SAAB
Ibaadat woh jo aadmi ko
insaan bana de
Yeh sab ibaadatey to insaan ko
Shaitan bana dete hai
FAKEERA
THE FAKIR BADSHAH SAAB
Baat bigad ne ke baad
Baat samajh me aati hai
Gardish ke daur mein adami ko
Sahi galat ka hosh nahi rahta
FAKEERA
THE FAKIR BADSHAH SAAB
मीठे बोल बोलिए क्योंकि अल्फाजों में जान होती है,
इन्हीं से आरती, अरदास, अजान, होती है,
ये दिल के समंदर के वो मोती है "दोस्तों"
जिनसे इंसान की पहचान होती है!!
चाहे जितनी रहूँ मशरूफ जितने हो काम....
मन के किसी कोने में गूंजता है तेरा नाम....!!
ना निकाह है ना फेरे है,,
बस एहसासों से हम तेरे है.....
माना कि बड़ा खूबसूरत हुस्न है तेरा,
लेकिन दिल भी होता तो क्या बात होती.....
Gar Duaa Se Ya Prathana Se
Kuch Haasil Hota To
Mandir Masjid Ke Bahar
Bhikh Mangnewalo Ki
Bheed Jama Nahi Hoti
FAKEERA
THE FAKIR BADSHAH SAAB
09/09/2020
Kamyaab Huyi To Wo Mohabbat Nahi Ho Sakti Hai
QKi
Mohabbat Kabhi Kamyaab Nahi Hoti
Janab
#SAGAR_R
#BOXER?✍️
Bade Woh Jinke Dil
Bade Hote Hai
Dhan Ke Bade Kya
Khaakh Bade Hote Hai
FAKEERA
THE FAKIR BADSHAH SAAB
Your voice belongs here.
Share a thought, a poem or a story with the community.
Start writing ↗