Skip to content
ShayariBooksA home for words.
Words for every feeling

Latest Shayari

A little shayari, a little reflection. Read words shared from the heart.

Share your writing ↗
6,861 piecesLatest published writing · Page 79
Love Shayari
Main yun miloon tujhse ke tera libaas ban jaun, Tujhe bana ke samandar aur khud pyas ban jaun Aaj pehloon mein mujhe toot ke bikhar jane do, Kal ko shayad mumkin nhi ke main tumko paun Tu ban jaye lahar aur main sahil ban jaun, Ho ishq mera sahil to main roz tujhse takraun
Love Shayari
Meri Ankhon Me Aaj Bhi Uska Suroor Hai Dil Ke Kareeb Hokar Bhi Wo Nazron Se Dur Hai Use Ishq Hai Ya Dillagi Mujhse Ye Wo Hi Jane Par Aaj Bhi Palat Kar Wo Mujhe Dekhta Jarur Hai..!
Love Shayari
Har Waqt Yahi Socha Karti Hu Tanhai Aur Gam Me Akhir Kyu Jiya Karti Hu Muje Bhi Mila De Aye Khuda Us Khusnaseeb Se Jiska Naam Mai Aksar Apni Hatheli Pe Likha Karti Hu..!
Love Shayari
वो दर्द ही क्या जो आँखों से बह जाए! वो खुशी ही क्या जो होठों पर रह जाए! कभी तो समझो मेरी खामोशी को! वो बात ही क्या जो लफ्ज़ आसानी से कह जायें.........!
Love Shayari
Humari Khushi Ki Khuda Se Fariyaad Na Karna, Bhula Dena Mujhe Kabhi Tum Yaad Na Karna, Kiya Barbaad Tumne Mujhe Ye Meri Badnaseebi Thi, Iltaza Hai Kabhi Kisi Aur Ko Yun Barbaad Na Karna!!

Your voice belongs here.

Share a thought, a poem or a story with the community.

Start writing ↗